Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maa Tera Sacha Dwara Lage Bhakton Ko Pyara (माँ तेरा सच्चा द्वारा, लगे भक्तों को प्यारा: भजन)


Maa Tera Sacha Dwara Lage Bhakton Ko Pyara
He Jag Janani He Jagadamba,
Mahima Teri Apar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥
Navaratro Mein Dar Pe,
Bhid Lage Bhari,
Dur Dur Se Darshan Ko,
Aati Duniya Sari,
Maa Ki Muraden Tu Puri Karati,
Bhar Deti Bhandar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥

Mahar Kare Bhakton Pe,
Maiya Mahara Wali Bujhate Deep Jalaye,
Maiya Jyota Wali,
Jay Jayakar Se Gunj Raha Hai,
Sara Ye Sansar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥

Jag Janani Maa Teri,
Badi Unchi Shaan Hai,
Mamata Ki Murat Hai,
Tu Sukhon Ki Shaan Hai,
Vardani Kalyani Tu Maiya,
Karati Beda Paar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥

‘Rubi Ridham’ Ki Duniya,
Roshan Tere Pyaar Se,
Jo Kuchh Mila Maa Hamako,
Mila Tere Dwar Se,
Teri Sewa Kar Na Sake To,
Jeevan Hai Bekaar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥

He Jag Janani He Jagadamba,
Mahima Teri Apar,
Maa Tera Sacha Dwara,
Lage Bhakton Ko Pyara ॥
Navratri 2025 Dates
Date Tithi Navratri Devi Name Color
30 March Partipada Mata Shailputri Puja, Ghatasthapana, Nav Varsh, Cheti Chand Orange
31 March Dwitiya Mata Brahmacharini Puja White
Mata Chandraghanta Puja, Matsya Jayanti, Gangaur
1 April Chaturthi Mata Kushmanda Puja Red
2 April Panchami Mata Skanda Mata Puja, Lakshmi Panchami Royal Blue
3 April Sashti Mata Katyayani Puja Yellow
4 April Saptami Mata Kalaratri Puja Green
5 April Ashtami Mata Maha Gauri Puja Grey
6 April Navami Rama Navami, Mata Siddhidatri Puja, Swaminarayan Jayanti Purple
7 April Dashami Navratri Vrat or fasting ends.

माँ तेरा सच्चा द्वारा, लगे भक्तों को प्यारा: भजन हिन्दी में पढ़ें

हे जग जननी हे जगदम्बा, महिमा तेरी अपार, माँ तेरा सच्चा द्वारा, लगे भक्तों को प्यारा ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva

Nandi Pe Chali Hai Barat Bhole Ki, Sabse Alag Hai Yo Baat Bhole Ki, Are Shukar Nache Shanichar Nache, Sang Mein Bhoot Pishachar Nache, Dekh Le Tu Goraan Yo Thath Bhole Ki...

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP