Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Main To Karti Hoon Tera Gungan Balaji (मै तो करती हूँ तेरा गुणगान बाला जी - भजन)


Main To Karti Hoon Tera Gungan Balaji
Mai to Karti Hoon Tera Gungan Bala Ji
Jara Rakhna Hamara Bhi Khial Bala Ji
Thoda Rakhna Hamara Bhi Dhyan Bala Ji
Maan Anjani Hai Pita Pawan Bataya
Balpan Mein Tune Bal Dikhlaya
Tanai Pakda Tha Mukh Main Yo Bhan Bala Ji
Thoda Rakhna Hamara Bhi Dhyan Bala Ji...।
Bhaktibharat Lyrics

Ram Siya Ki Karte Ho Bhakti
Sab Sankat Se Dete Ho Mukti
Base Seene Mein Tere Bhagwan Bala Ji
Jara Rakhna Hamara Bhi Khiyal Bala Ji
Thoda Rakhna Hamara Bhi Dhyan Bala Ji...।

Ravan Ki Tune Lanka Jalai
Lakshman Ji Ki Jaan Bachai
Koi Tumsa Nahin Hai Balwan Bala Ji
Kara Rakhna Hamara Bhi Khial Bala Ji
Thoda Rakhna Hamara Bhi Dhyan Bala Ji...।

Jaspal Janal Ko Le Lo Ji Sharana
Aakar Ke Baba Mere Sankat Ko Harana
Aaya Karo Baba Mere Sankat Harana
Tere Charnon Ka Karoo Gungan Bala Ji
Jara Rakhna Hamara Bhi Khial Bala Ji

मै तो करती हूँ तेरा गुणगान बाला जी - भजन हिन्दी में पढ़ें

मै तो करती हूँ तेरा गुणगान बाला जी, जरा रखना हमारा भी खिआल बाला जी, थोड़ा रखना हमारा भी ध्यान बाला जी...
Read Also

Bhajan Salasar Balaji BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path BhajanHanuman Jayanti BhajanBudhwa Mangal BhajanHanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥

Mano Toh Main Ganga Maa Hun

Mano to Main Ganga Maa Hun, Na Mano to Bahata Pani, Jo Swarg Ne Di Dharti Ko, Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani

Mere Raghav Ji Utrenge Paar, Ganga Maiya Dheere Baho

Mere Raghav Ji Utrenge Paar, Ganga Maiya Dheere Baho, Maiya Dheere Baho..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP