Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maiya Ji Ghar Aaye (मैया जी घर आए: भजन)


Maiya Ji Ghar Aaye
Maiya Ji Ghar Aaye,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Dhanya Hue Dharti Saari Jhuma Aasma,
Solha Singar Kar Aae Dekho Maa,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥
Bramha Kare Satkar Dekho Maiya Aae Hai,
Vishnu Kare Satkar Dekho Maiya Aae Hai,
Bhole Baba Dam Dam Dam Dam Damaru Bajaye Re,
Teeno Dev Jhoome Aaj Mahima Gaye Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

Ram Ji Ke Maan Ke Taar Jape Maiya Aae Re,
Lakshman Sajaye Dwar Dekho Maiya Aae Re,
Sita Ji Ne Maa Amba Ki Choki Sajae Re,
Avadh Puri Mein Aaj Khushiya Chhae Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

O Kare Dau Bhi Pukar Dekho Maiya Aae Re,
Radha Kare Singar Dekho maiya Aae Re,
Kanha Ji Ne Mithi Mithi Bansi Bajae Re,
Braj Mandal Mein Maa Ki Mamta Chae Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

Khilo Surya Ki Chamatkar Dekho Maiya Aae Re,
Taaron Ka Chamakta Pyar Kahe Dekho Maiya Aae Re,
Chanda Ne Bhi Chandni Ko Di Badhae Re,
Badalon Ne Malhari Jamake Gaye Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

Kahe Ganga Ki Jaldhar Dekho Maiya Aae Re,
Jamuna Kahe Har Baar Dekho Maiya Aae Re,
Sari Nadiyan Main Khusi Ki Lahar Chae Re,
Jhum Jhum Aaj Sab Ne Di Badhae Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

Bahe Khushabu Ki Bahar Dekho Maiya Aae Re,
O Jhume Mein Aaj Nar Naar Dekho Maiya Aae Re,
Sinh Chadhe Aae Maiya Do badhae Re,
Bhent Maiya Ki Aaj Hamane Gae Re,
Gaura Maa, Maa Sharda,
Gaura Maa, Maa Sharda ॥

Maiya Ji Ghar Aaye ॥

मैया जी घर आए: भजन हिन्दी में पढ़ें

मैया जी घर आए, गौरी माँ, माँ शारदा, गौरी माँ, माँ शारदा, धन्य हुई धरती सारी झूमा आसमा, सोलह श्रृंगार कर आई देखो माँ, गौरी माँ, माँ शारदा, गौरी माँ, माँ शारदा ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Ka Naam Lo

Ram Ka Naam Lo, Ya Shyam Ki Pooja Karlo, Koi Antar Nahi Dono Me, Bharosa Karalo ॥

Raghuvir Ko Pranam Hamara Keh Dena

O Jane Wale Raghuvir Ko, Pranam Hamara Kah Dena Pranam Hamara Kah Dena, Sitaram Hamara Kah Dena ॥

Sone Ki Lanka Jalai Gayo Re Ek Choto So Vanar

Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Choto So Vanar, Ek Choto So Vanar, Ravan Ko Pani Pilaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar ॥

Jai Bajrangbali Jai Hanumana

Hanumanaji Stuti, Jay Bajarangi Jay Hanumana, Rudra Roop Jay Jay Balbaan, Sankat Mochan Siy Matu Ke Pyare ॥

Veer Bali Hanuman Ye Hai Ram Bhakt Hanuman

Veer Bali Hanuman, Ye Hai Ram Bhakt Hanuman, Sare Jag Main Phela Shaan, Sare Bhakt Kare Gungan,
Thari Jay Ho, Thari Jay Ho Pawan Sut, Bajarangi Hanuman, Balaji Teri Jay Ho,
Pawan Sut Maa Anjani Ke Lala ॥

Bajrangi Balshali Tera Paar Na Koi Paye

Bajarangi Balashali, Tera Paar Na Koi Paye, Lakshman Ko Lagi Shakti, Lakshman Ko Lagi Shakti,
Sanjeevani Le Aae, Bajarangi Balashali, Tera Paar Na Koi Paye ॥

Bajrangbali Aao Hanuman Chale Aao

Bajarangbali Aao, Hanuman Chale Aao, Maa Anjani Ke Pyare, Balaji Aa Jao ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP