Sawan 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Banke Bihari Piya Bata Do Kya Jadu Kiya (मेरे बांके बिहारी पिया बता दो क्या जादू किया)


Mere Banke Bihari Piya Bata Do Kya Jadu Kiya
Mere Bake Bihari Piya,
Bata Do Kya Jadu Kiya,
Mere Bake Bihari Piya,
Bata Do Kya Jadu Kiya,
Ab Lage Kahi Na Jiya,
Bata Do Kya Jadu Kiya,

Meera Ke Jahar Ka Pyala, Amrt Banaya,
Karma Bai Ka Tumne, Khichda Khaya,
Meera Ke Jahar Ka Pyala, Amrit Banaya,
Karma Bai Ka , Tumane Khichda Khaya,
Dono Ka Naam Tumane, Amar Kar Diya,

Mere Bake Bihari Piya,
Bata Do Kya Jadu Kiya,

Sudama Ka Tumne, Mahal Banaya,
Narasih Ka Tumne, Bhat Bharaya,
Sudama Ka Tumane, Mahal Banaya,
Narasih Ka Tumane, Bhat Bharaya,
Dono Ko Bhakti Ka Tumne, Phal De Diya,

Mere Bake Bihari Piya,
Bata Do Kya Jadu Kiya,

Hum Bhakto Ka , Tum Ho Sahara,
Sab Kahate Hai Tumko, Palan Hara,
Ham Bhakto Ka , Tum Ho Sahara,
Sab Kahte Hai Tumko, Palan Hara,
Sab Bhakton Tumne, Sab Kuchh Diya,

Mere Bake Bihari Piya,
Bata Do Kya Jadu Kiya

मेरे बांके बिहारी पिया बता दो क्या जादू किया हिन्दी में पढ़ें

मेरे बाके बिहारी पिया, बता दो क्या जादू किया...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanBanke Bihari Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP