Sawan 2025

Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara (मेरे घर आया राजा राम जी का प्यारा: भजन)


Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara
Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥
Aangan Bangala Bhavan Bhayo Paavan,
Harijan Baithe Harijas Gavan,
Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥

Karun Dandavat Charan Pakharun,
Tan Maan Dhan Sab Un Par Vaarun,
Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥

Katha Kahe Aru Arth Vichare,
Aap Tare Auran Ko Taare,
Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥

Kahe Raidas Mile Nij Dasa,
Janam Janam Ke Kaate Pasa,
Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥

Aaj Ke Dibas Ki Mein Jaun Balihari,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara,
Mere Ghar Aaya Raja Ram Ji Ka Pyara ॥

मेरे घर आया राजा राम जी का प्यारा: भजन हिन्दी में पढ़ें

आज के दिवस की मैं जाऊं बलिहारा, मेरे घर आया राजा राम जी का प्यारा, मेरें घर आया राजा राम जी का प्यारा ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam, Log Karen Meera Ko Yunhi Badnam...

Yo Baba Lakhdatari Re

Ye Baba Lakhdatari Re, Khatu Wale Shyam Ghani ko, Mahima Nyari Re ॥

Hai Haare Ka Sahara Shyam

Hay Hare Ka Shahara Shyam, Lakhdatara Hai Tu, Hay Tin Baan Dhari, Hay Tin Baan Dhari, Lile Sawar Tu,
Hay Hare Ka Shahara Shyam, Lakhdatara Hai Tu ॥

Banke Bihari Tere Naina Kajrare Nazar Na Lag Jaye

Banke Bihari Tere Naina Kajarare, Najar Na Lag Jaye, Aaye Aaye Aaye, Najar Na Lag Jaye,
Aaye Aaye Aaye ॥

Aaye Sapne Mein Banke Bihari Na Hosh Meri Hosh Mein Rahi

Aaye Sapane Mein Banke Bihari, Na Hosh Meri Hosh Mein Rahi, Jaun Sapane Mein Unako Nihari, Isiliye Khamosh Main Rahi, Aaye Sapane Mein Banke Bihari, Na Hosh Meri Hosh Mein Rahi ॥

Jara Etna Bata De Kanha Tera Rang Kala Kyo

Jara Itna Bata De Kanha, Ki Tera Rang Kala Kyon ।

Main Haar Gaya Jag Se Ab Tumko Pukara Hai

Main Haar Gaya jag Se, Ab Tumko Pukara Hai, Duniya Se Suna Hai Tu, Hare Ka Sahara Hai,
Hare Ka Sahara Hai, Main Haar Gaya Jag Se, Ab Tumko Pukara Hai ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Bhakti Bharat APP