Sawan 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiya (मेरी लगती न हरि बिन अंखियां - भजन)


Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiya
Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan,
Hey Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।
Ankhiyan, Hey Re Sakhi Ankhiyan,
Hey Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।

Main Bhi Rangai Sang Hari Bhi Rangaya,
Main Bhi Rangai Sang Hari Bhi Rangaya।

Aur Rangai Sari Sakhiyan,
Sakhi Re Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।
He Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।
Bhaktibharat Lyrics

Main Bhi Jagaai Sang Hari Bhi Jagaya,
Main Bhi Jagaai Sang Hari Bhi Jagaya।
Aur Jagaai Sari Sakhiyan,
Sakhi Re Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।
Hey Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।

Gyan Ka Deepak Mere Shyam Jalaya,
Shyam Ne Jalaya, Mere Shyam Ne Jalaya।
Ghor Andhera Kataniya,
Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।
Hey Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।

Ankhiyan, Hey Re Sakhi Ankhiyan,
Hey Meri Lagti Na Hari Bin Ankhiyan।

मेरी लगती न हरि बिन अंखियां - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी लगती न हरि बिन अंखियां, हे मेरी लगती न हरि बिन अंखियां।
Read Also

Bhajan Baal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanShri Krishna BhajanBrij Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Saniwar Ko Kasht Kate Mangal Ho Mangalwar

Aa Jao Aur Kirapa Pa Lo, Haphte Mein Do Baar, Mere Bajarangi Ke Dwar, Mere Bajarangi Ke Dwar,
Shanivar Ko Kasht Kate, Mangal Ho Mangalavar, Mere Bajarangi Ke Dwar, Mere Bajarangi Ke Dwar ॥

Jao Mere Hanuman Booti Le Aao

Jao Mere Hanuman Booti Le Aao, Lakhan Ke Rakho Pran Booti Le Aao ॥

Shree Ram Bhakt Bajrangi Tere Khel Hai Ajab Nirale

Shree Ram Bhakt Bajarangi, Tere Khel Hai Ajab Nirale, Prabhu Ki Sewa Main Tumne, Prabhu Ki Sewa Main Tumne, Kitne Hi Kaaj Saware, Shree Ram Bhakt Bajarangi, Tere Khel Hai Ajab Nirale ॥

Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye

Aasra Is Jahaan Ka Mile Na Mile, Mujhe Tera Sahara Sada Chahiye ॥

Sawan 2026 - Sawan 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP