Sawan 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mujhe Tune Malik Bahut Kuch Diya Hai (मुझे तूने मालिक, बहुत कुछ दिया है - भजन)


Mujhe Tune Malik Bahut Kuch Diya Hai
Mujhe Tune Malik, Bahut Kuchh Diya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
Mujhe Tune Malik Bahut Kuchh Diya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।

Na Milati Agar Di Hui Dat Teri।
To Kya Thi Zamane Mein Aukat Meri।
Ye Banda to Tere Sahare Jiya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
॥ Mujhe Tune Malik...॥

Ye Jayadad Di Hai, Ye Aulad Di Hai।
Musibat Mein Har Waqt Ki Madad Ki Hai।
Tere Hi Diya Maine Khaya Piya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
॥ Mujhe Tune Malik...॥

Mera Hi Nahin Tu Sabhi Ka Hai Data।
Sabhi Ko Sabhi Kuchh Hai Deta Dilata।
Jo Khali Tha Daman Tune Bhar Diya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
॥ Mujhe Tune Malik...॥

Teri Bandagi Se Mai Banda Hoo Malik।
Tere Hi Karam Se Mai Jinda Hoo Malik।
Tumhi Ne to Jine Ke Kabil Kiya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
॥ Mujhe Tune Malik...॥

Mera Bhool Jana Tera Na Bhulana।
Teri Rahamato Ka Kahan Hai Thikana।
Teri Is Mohabbat Ne Pagal Kiya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
॥ Mujhe Tune Malik...॥

Mujhe Tune Malik, Bahut Kuchh Diya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।
Tera Shukriya Hai, Tera Shukriya Hai।

Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram
Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram

Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram
Sitaram Ram Ram, Sitaram Ram Ram

मुझे तूने मालिक, बहुत कुछ दिया है - भजन हिन्दी में पढ़ें

मुझे तूने मालिक, बहुत कुछ दिया है। तेरा शुक्रिया है, तेरा शुक्रिया है।
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Mujhe Tune Malik Bahut Kuch Diya Hai Video

Mujhe Tune Malik Bahut Kuch Diya Hai By Shri Vinod Agarwal Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni

Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni । Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai

Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar, Jhulave Braj Nari, Braj Nari Re Braj Nari, Braj Nari Sakhiyan Sari..

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP