Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Nirdhan Kahe Dhanwan Sukhi (निर्धन कहे धनवान सुखी - भजन)


Nirdhan Kahe Dhanwan Sukhi
Deen Kahe Dhanwan Sukhi
Dhanwan Kahe Sukh Raja Ko Bhari ।
Raja Kahe Maharaja Sukhi
Maharaja Kahe Sukh Indr Ko Bhari ।

Indr Kahe Chaturanan Ko Sukh
Brahma Kahe Sukh Vishnu Ko Bhari ।

Tulsidas Vichar Kahe
Hari Bhajan Bina Sab Jeev Dukhari ।

निर्धन कहे धनवान सुखी - भजन हिन्दी में पढ़ें

दीन कहे धनवान सुखी, धनवान कहे सुख राजा को भारी । राजा कहे महाराजा सुखी ..
Read Also
Anya Sanskaran

Nirdhan Kahe Dhanwan Sukhi
Dhanwan Kahe Sukh Raja Ko Bhari ।

Raja Kahe Chakravarti Sukhi
Chakravarti Kahe Sukh Indr Ko Bhari ।

Indr Kahe Shri Ram Sukhi
Shri Ram Kahe Sukh Sant Ko Bhari ।

Sant Kahe Santosh Mein Sukh Hai
Binu Santosh Sab Duniya Duhkhri ।

Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanAnup Jalota Bhajan

Other Popular Nirdhan Kahe Dhanwan Sukhi Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna

Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna..

Maiya Ri Maiya Ek Khilona Dilwa De

Maiya Ri Maiya Ek Khilauna-Chhota Sa Dilawa De, Chabi Bharkar Jab Chhod to, Ek Hi Ratan Laga De

Swikar Hame Karle Ham Dukhdo Ke Maare Hai

Sweekar Humen Karle, Hum Dukhdo Ke Maare Hai, Tu Kah De Kahan Jayen, Bas Tere Sahare Hai...

Mara Ghat Ma Birajta Shrinathji

Mhaara Ghat Ma Biraajta, Shreenathji Yamunaji Mahaprabhuji, Mhaaro Mando Hai Gokul Vrindavan, Mhaare Tan Ro Aangniyon Hai Tulsi Naval, Mhaara Praan Jeevan, Maara Ghat Ma Biraajta, Shreenathji Yamunaji Mahaprabhuji ॥

Jab Bhi Nain Mundo Jab Bhi Nain Kholo

Jab Bhi Nain Mundo, Jab Bhi Nain Kholo, Radhe Krishna Bolo

Haar Gaya Hoon Jag Se Baba

Haar Gaya Hun Jag Se Baba, Mujhko Gale Se Laga Le Tu, Layak Nahi Hun Dar Ke Tere, Layahi Hun Dar Ke Tere, Layak Mujhko Bana Lo Tum, Haar Gaya Hun Jag Se Baba, Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥

Khatu Ke Raja Kabhi Kripa Najariya

Khatu Ke Raja Kabhi Kripa Najariya, Bhakto Pe Dalna Re, Raja Maharaja Kabhi Kripa Najariya, Bhakto Pe Daalna Re, O Shyam Baba, Khatu Ke Raja Kabhi Kripa Najariya, Bhakto Pe Daalna Re ॥

Janmashtami - Janmashtami
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP