Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Radhe Braj Jan Man Sukhakari (राधे ब्रज जन मन सुखकारी - भजन)


Radhe Braj Jan Man Sukhakari
Radhe Braj Jan Man Sukhkari,
Radhe Shyam Shyama Shyam
Mor Mukut Makarakrt Kundal,
Gal Vaijayanti Mala,
Charnan Nupar Rasal,
Radhe Shyam Shyama Shyam ॥

Sundar Vadan Kamal-Dal Lochan,
Banki Chitavan Haari,
Mohan Vanshi Vihari,
Radhe Shyam Shyama Shyam ॥

Vrindavan Mein Dhenu Charave,
Gopijan Man Hari,
Shri Goverdhan Dhaari,
Radhe Shyam Shyama Shyam ॥

Radha Krishna Mili Ab Dou,
Gaur Roop Avtari,
Keertan Dharm Prachari,
Radhe Shyam Shyama Shyam ॥

Tum Bin Mera Aur Na Koi,
Naam Roop Avtari,
Charnan Mein Balihari,
Radhe Shyam Shyama Shyam,
Narayan Balihari,
Radhe Shyam Shyama Shyam ॥

Vocal - Devi Neha Saraswat
Lyrics - Narayana Maharaja
Music - Lovely Sharma

राधे ब्रज जन मन सुखकारी - भजन हिन्दी में पढ़ें

राधे ब्रज जन मन सुखकारी, राधे श्याम श्यामा श्याम, मोर मुकुट मकराकृत कुण्डल, गल वैजयंती माला..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Shayam BhajanIskcon BhajanDevi Neha Saraswat Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tera Gurugram Me Dham, Meri Mat Sheetala Maharani

Tera Gurugram Mein Dham Ho Dham ! Meri Maat Sheetala Maharani । Maan Ke Mathe Pai Teeka Saaj Raha । Teri Bindiyan Kare Kamal, Ho Kamal !

Bajarangabali Meri Nav Chali

Bajarangabalee Meree Naav Chalee, Karuna Kar Paar Laga Dena । He Mahaaveera Har Lo Peera,

Balaji Ne Dhyale Tu

Mangalavar Shanivar, Balaaji Ne Dhyaale Tu, Thodo So Sindoor Chadhaakar, Maan Ka Chaaya Pale Tu ॥

Shree Bageshwar Dham Ki Jay Bolo

Jay Bolo Jay Bolo, Jay Bolo, Shree Bageshwar Dhaam Ki, Jay Bolo, Hanuman Ji Maharaj,
Shree Balaji Sarakaar, Dheerendr Ji Ke Hathon, Karate Sabaka Uddhaar, Dev Bhoomi Sa Lage, Ye Divy Darabar, Jay Bolo Jay Bolo, Jay Bolo, Shree Bageshwar Dhaam Ki, Jay Bolo ॥

Dhan Dhan Anjani Ka Lala Bajrangbali Matwala

Dhan Dhan Anjani Ka Lala, Bajarangabali Matavala, Ram Ke Kaaj Ke Sanvare Tune,
Bhakton Ka Pratipaala Re, Dhan Dhan Anjani Ka Lala, Bajarangabali Matavala ॥

Bajrangi Sarkar Dwar Tere Aaye

Bajarangi Sarakar, Dwar Tere Aaye, Dwar Tere Aaye, Darash Tera Paye, Vinati Karo Swikar,
Dwar Tere Aaye, Bajarangi Sarakar, Dwar Tere Aaye ॥

Mushkil Kare Aasan Jo Vo Naam To Hanuman Hai

Mushkil Kare Aasan Jo, Vo Naam to Hanuman Hai, Ye Bal Ke Atulit Dham Hai, Mahadev Ke Avtar Hai ॥

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP