Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Ram Bhajo Chale Aayenge Hanuman Ji (राम राम जपो, चले आएंगे हनुमान जी: भजन)


Ram Ram Bhajo Chale Aayenge Hanuman Ji
Do Akshar Wala Naam,
Aaye Bada Kaam Ji,
Ram Ram Japo,
Chale Ayenge Hanuman Ji,
Ram Ram Bhajo,
Shri Ram Ram Bhajo ॥
Sita Maan Ne Diya,
Motiyon Ka Mala
Mala Tod Diya,
Veer Hanumana,
Naam Nahin Ram Ka to,
Aaye Kis Kaam Ji,
Ram Ram Japon,
Chale Ayenge Hanuman Ji,
Ram Ram Bhajon,
Shri Ram Ram Bhajo ॥

Cheer Diye Seena,
Bhari Mehfil Mein,
Sita Ram Ko,
Dikha Diye Dil Mein,
Chamak Chamak Chamak Rahi,
Jhanki Siyaram Ki,
Ram Ram Japon,
Chale Ayenge Hanuman Ji,
Ram Ram Bhajon,
Shri Ram Ram Bhajo ॥

Chaunk Gayi Praja,
Dekh Ke Nazare,
Tum Ho Ram Ke,
Aur Ram Hai Tumhare,
Seene Se Lagaye,
Usi Waqt Shri Ram Ji,
Ram Ram Japon,
Chale Ayenge Hanuman Ji,
Ram Ram Bhajon,
Shri Ram Ram Bhajo ॥

Do Akshar Wala Naam,
Aaye Bada Kaam Ji,
Ram Ram Japo,
Chale Ayenge Hanuman Ji,
Ram Ram Bhajo,
Shri Ram Ram Bhajo ॥

राम राम जपो, चले आएंगे हनुमान जी: भजन हिन्दी में पढ़ें

दो अक्षर वाला नाम, आये बड़ा काम जी, राम राम जपो, चले आएंगे हनुमान जी, राम राम भजो, श्री राम राम भजो ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shambhu Shankara

Shankara bhole shankara, Shankara bhole shankara...

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye, Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP