Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sabhi Roop Me Aap Viraje Triloki Ke Nath Ji (सभी रूप में आप विराजे - भजन)


Sabhi Roop Me Aap Viraje Triloki Ke Nath Ji
Sabhi Roop Mein Aap Viraje,
Triloki Ke Nath Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥
Bolo Govinda Re Govinda Re Govinda ॥

Roop Chaturbhuj Lage Salona,
Chaar Bhuja Ke Nath Ji,
Nathdwara Mein Aap Viraje,
Ban Karke Shree Nath Ji,
Daadee Mein Thaaro Heero Chamake,
Mukut Viraje Math Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Pandharpur Mein Hari Viththal,
Ranachhod Basya Daakor Ji,
Bane Govardhan Aap Viraje,
Aakar Ke Indaur Ji,
Dwar Tumhare Bhakt Khade Hai,
Jod Ke Donon Hath Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Vrindavan Mein Krishna Murari,
Jaypur Mein Gopal Ji,
Dikqee Mein Kalyan Dhani,
Mharo Sanwariyo Nandlal Ji,
Motya Wala Shyam Dhani Ab,
Sunlijo Mhari Baat Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Rom Rom Mein Basi Hai Radhe,
Aap Base Ho Kan Kan Mein,
Mata Yashoda Ke Raaj Dulare,
Aan Bason Mere Man Mein,
Shani Mandli Shyam Tumhari,
Vinati Kare Din Raat Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Bolo Govinda Re Govinda Re Govinda ॥

Sabhi Roop Mein Aap Viraje,
Triloki Ke Nath Ji,
Sari Duniya Tumko Pooje,
Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Bolo Govinda Re Govinda Re Govinda ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

सभी रूप में आप विराजे - भजन हिन्दी में पढ़ें

सभी रूप में आप विराजे, त्रिलोकी के नाथ जी, सारी दुनिया तुमको पूजे, राधा जी के साथ जी ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP