Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shiv Uthat Shiv Chalat Shiv Sham Bhor Hai (भजन: शिव उठत, शिव चलत, शिव शाम-भोर है।)


Shiv Uthat Shiv Chalat Shiv Sham Bhor Hai
Shiv Uthat, Shiv Chalat, Shiv Sham-Bhor Hai।
Shiv Buddhi, Shiv Chitt, Shiv Man Vibhor Hai॥ ॐ ॐ ॐ...
Shiv Ratri, Shiv Divas, Shiv Svapn-Shayan Hai।
Shiv Kaal, Shiv Kala, Shiv Mas-Ayan Hai॥ ॐ ॐ ॐ...

Shiv Shabd, Shiv Arth, Shivahi Paramaarth Hai।
Shiv Karm, Shiv Bhaagy, Shivahi Purusharth Hai॥ ॐ ॐ ॐ...

Shiv Sneh, Shiv Raag, Shivahi Anurag Hai।
Shiv Kalee, Shiv Kusum, Shivahi Parag Hai॥ ॐ ॐ ॐ...

Shiv Bhog, Shiv Tyag, Shiv Tatv-Gyan Hai।
Shiv Bhakti, Shiv Prem, Shivahi Vigyan Hai॥ ॐ ॐ ॐ...

Shiv Svarg, Shiv Moksh, Shiv Param Sadhy Hai।
Shiv Jeev, Shiv Brahm, Shivahi Aaradhy Hai॥ ॐ ॐ ॐ...

भजन: शिव उठत, शिव चलत, शिव शाम-भोर है। हिन्दी में पढ़ें

शिव उठत, शिव चलत, शिव शाम-भोर है। शिव बुद्धि, शिव चित्त, शिव मन विभोर है॥ ॐ ॐ ॐ...
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Sanware Data Mere Tera Shukriya Hai

Mujhe Jo Bhi Kuch Mila Hai, Tumne Hi Sab Diya Hai, O Sanware Data Mere, Tera Shukriya Hai...

Main Kitna Adham Hu Ye Tum Hi Jano

Main Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Main Kya Chaahta Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Mai Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hee Jaan ॥

Hey Banke Bihari Girdhari Ho Pyar Tumhare Charno Mein

Hey Banke Bihari Girdhari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein, Natwar Madhusudan Banwari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein...

Tha Bin Dheenanath Aangli Kun Pakadsi Ji

Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Kun Pakadsi Ji Saanwara, Kun Pakadsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Mhaari Peed Haro Ghanshyam Aaj, Thaane Aaya Sarsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji ॥

Itna to Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle

Itna to Karna Swami Jab Pran, Jab Pran Tan Se Nikle Govind Naam Lekar, Phir Pran Tan Se Nikle ॥

Sabhi Roop Me Aap Viraje Triloki Ke Nath Ji

Sabhi Roop Mein Aap Viraje, Triloki Ke Nath Ji, Sari Duniya Tumko Pooje, Radha Ji Ke Sath Ji ॥

Dikhao Koni Ladlo Najar Lag Jaaye

Dikhaoon Koni Ladlo, Najar Lag Jaye, Najar Lag Jaye Re, Julam Hoy Jaye, Dikhaoon Koni Ladlo, Najar Lag Jaye ॥

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP