Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tera Roop Ye Suhana Bada Pyara Ram Ji (तेरा रूप ये सुहाना बड़ा प्यारा राम जी - भजन)


Tera Roop Ye Suhana Bada Pyara Ram Ji
Tere Sar Pe Mukut, Bada Pyara Ram Ji ,
Tere Hothon Pe Muskan , Badi Pyari Ram Ji ,
Tere Kaano Mein Kundal , Bade Pyare Ram Ji ,
Tere Hatho Mein Dhanush , Bada Pyara Ram Ji ,
Tera Roop Ye Suhana, Bada Pyara Ram Ji,
Mujhe Laage Bada Pyaara , Tera Roop Ram Ji ,

Tera Dham Ye Ayodhya , Bada Pyara Ram Ji ,
Maata Sarayu Ka Kinara , Bada Pyara Ram Ji ,
Sita Mata Ki Rasoi , Badi Pyaari Ram Ji ,
Raaja Dasharath Ka Mahal , Bada Pyara Ram Ji ,

Tera Roop Ye Suhana, Bada Pyara Ram Ji,
Mujhe Laage Bada Pyaara , Tera Roop Ram Ji ,

Tera Daas Hanuman , Bada Pyara Ram Ji ,
Tera Anuj Lakhan , Bada Pyara Ram Ji ,
Tere Kevat Ki Ye Naav , Badi Pyaari Ram Ji ,
Tere Jaadu Bhare Paav , Bade Pyare Ram Ji ,

Tera Roop Ye Suhana, Bada Pyara Ram Ji,
Mujhe Laage Bada Pyara , Tera Roop Ram Ji

तेरा रूप ये सुहाना बड़ा प्यारा राम जी - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरा रूप ये सुहाना, बड़ा प्यारा राम जी, मुझे लागे बड़ा प्यारा, तेरा रूप राम जी, तेरे सर पे मुकुट, बड़ा प्यारा राम जी,
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanRam Navami BhajanJay Prakash Verma Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP