Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Teri Akhiya Hai Jadu Bhari (तेरी अंखिया हैं जादू भरी: भजन)


Teri Akhiya Hai Jadu Bhari
Teri Ankhiya Hain Jadu Bhari,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥
Sunlo Mere Shyam Salona,
Tumne Hi Mujh Par,
Kar Diya Tona,
Meri Ankhiyan Tumhi Se Ladi,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

Teri Ankhiya Hain Jadu Bhari,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

Tum Sa Thakur Aur Na Paya,
Tumse Hi Mainne Neh Lagaya,
Main to Tere Hi Dwar Padi,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

Teri Ankhiya Hain Jadu Bhari,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

Kripa Karo Haridas Ke Swami,
Banke Bihari Antaryami,
Meri Toote Na Tumse Ladi,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

Teri Ankhiya Hain Jadu Bhari,
Bihari Main to Kab Se Khadi ॥

तेरी अंखिया हैं जादू भरी: भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी अंखिया हैं जादू भरी, बिहारी मैं तो कब से खड़ी ॥ सुनलो मेरे श्याम सलोना..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanAnil Hanslas Bhaiya Bhajan

Other Popular Teri Akhiya Hai Jadu Bhari Video

By Shri Gaurav Krishna Goswamiji

By Hita Ji Sahib

By Thakur ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji

Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji, Tere Bina Main Kuch Nahi Baba Sab Kuch Tujhse Hi, Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji ॥

Saja Hai Pyara Darbar Baba Ka

Saja Hai Pyara Darabar Baba Ka, Bhakton Ne Milakar Ke Kiya Hai, Shrrngar Baba Ka, Saja Hain Pyaara Darabar Baba Ka, Lage Hai Nyara Darabar Baba Ka ॥

Sunte Sabki Pukar Hanuman Ji

Sunate Sabaki Pukaar, Jo Bhi Shraddha Aur Prem Se Hai, Aata Inake Dwar, Bolo Jayakaar,
Jay Bajarangi Bolo Ji Bolo, Jay Bajarangi ॥

Mere Balaji Sarkar Ke To Rang Nirale Hai

Mere Balaji Sarkar, Ke To Rang Nirale, Daya Drusthi Karte Sab Par, Mehendipur Wale Hai, Mere Balaji Sarkar,
Ke To Rang Nirale ॥

Bajrang Bala Bada Ho Matwala

Bajarang Bala Bada Ho Matawala, Mhe Phera Thaari Maala, Lago Ho Manabhawana, Aavo Aavo Ni,
Balaji Mhare Aangana ॥

Teri Karuna Se Sabki Hai Wipda Tali

Teri Karuna Se Sabaki, Hai Vipada Tali, Jay Ho Bajarangabali, Jay Ho Bajarangabali, Tere Chintan Se Har Dukh, Ki Raina Dhali, Jay Ho Bajarangabali, Jay Ho Bajarangabali ॥

Kaam Koi Aisa Na Jag Mein Jo Karte Hanuman Nahi

Kaam Koi Aisa Na Jag Mein, Jo Karte Hanuman Nahi, Phir Bhi Ram Ke Das Kahaye, Hrudaya Mein Abhimaan Nhi, Phir Bhi Ram Ke Das Kahaye, Hrudaya Mein Abhimaan Nhi ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP