Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai (तेरी जय हो गणपति जय जय - भजन)


Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Maan Gaura Ke Laadle Pyaare
Hey Shiv Ke Raaj Dulare
Jo Bhi Tere Dar Aaye Hai Unke Kaaraj Aap Sawaren
Main Bhi Tere Dar Aai Hoon Meri Rakhiyo Laaj...
Jai Jai Ganpati Maharaj
Jai Jai Ganpati Maharaj
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai

Ladu Modak Bhog Lagaoon
Paan Supari Tumhe Chadhaoon
Asht Siddhi Nau Nidhi Ke Data
Hey Lambodar Gajraaj.....
Jai Jai Ganpati Maharaj
Jai Jai Ganpati Maharaj
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai

Prathme Jo Hai Tumhe Manaye
Unke Kaaraj Siddh Ho Jaye
Teenon Lok Ke Tum Rakhwale
Teenon Lok Ke Tum Rakhwale
Devon Ke Sartaaj...
Jai Jai Ganpati Maharaj
Jai Jai Ganpati Maharaj
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai

Teri Data Shaan Nirali
Bhar Do Sabki Jholi Khali
Hans Mai Darbaar Di Jogan
Hans Mai Darbaar Di Jogan
Naache Tere Dwar...
Jai Jai Ganpati Maharaj
Jai Jai Ganpati Maharaj
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai
Teri Jai Ho Ganpati Jai Jai

तेरी जय हो गणपति जय जय - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी जय हो गणपति जय जय, तेरी जय हो गणपति जय जय, माँ गौरा के लाडले प्यारे, हे शिवा के राज दुलारे
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Manga Hai Maine Maiya Se Vardaan Ek Hi

Manga Hai Maine Maiya Se, Vardaan Ek Hi, Teri Krupa Bani Rahe, Jab Tak Hai Jindegi ॥

Kaise Bhulunga Maiya Main Tera Upakaar

Kaise Bhulunga Maiya Main Tera Upakaar, Rnee Rahega Tera, Rnee Rahega Tera Haradam Mera Parivar, Kaise bhulunga Maiya Main Tera Upakar, Kaise bhulunga Maiya Main Tera Upakar ॥

Ek Tu Sachi Sarkar Maa Jhandewali

Ek Tu Sachi Sarkar, Maa Jhandewali, Sacha Tera Darwar, Maa Jhandewali, Ek Tu Sachi Sarkar,
Maa Jhandewali ॥

Tere Hote Kyu Dadi Main Haar Jati Hoon

Har Baar Mein Khud Ko, Lachar Pati Hun, Tere Hote Kyu Dadi, Main Haar Jati Hoon, Tere Hote Kyu Dadi,
Main Haar Jati Hoon ॥

Banu Daas Janam Janam Tak

Banu Daas Janam Janam Tak, Yo Hi Aayo Mangne, Maiya Thare Aangnen, Maiya Thare Aangnen ॥

Mayia Navratro Mein Jab Dharti Pe Aati Hai

Mayia Navratro Mein Jab Dharti Pe Aati Hai, Kisko Hai Kya Dena Ye Soch Ke Aati Hai, Mayia Navratro Mein Jab Dharti Pe Aati Hai ॥

Hey Krishna Gopal Hari

Hey Krishna Gopal Hari, Hey Deen Dayal Hari, Hey Krishna Gopal Hari, Hey Deen Dayal Hari...

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP