Shri Krishna Bhajan

Tu Akela Nahi Sanwara Sang Hai Zindagi (तू अकेला नहीं सांवरा संग है - भजन)


Tu Akela Nahi Sanwara Sang Hai Zindagi
Zindagi Mein Bhara Ek Naya Rang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,
Jab Jab Tu Thokar Khaye Ga Aakar Mujhko Bachayega,
Achchhi Raah Pe Chalta Chal Tu Sanwara Sath Nibhayega,
Zindagi Har Kadam Ik Nai Jang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,

Mat Kar Tera Mera Bande Sath Na Kuch Bhi Jayega,
Khali Hath Aaya Tu Jag Mein Hath Pisare Jayega,
Jo Bhi Tune Kiya Jaaye Ga Sang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai,

Shukal Das Jeevan Naiya Ko Anupam Khevan Van Haar Mila,
Man Madhuvan Ho Gaya Hai Jabse Shyam Piya Ka Pyar Mila,
Shyam Rang De Bin Paaras Be Rang Hai,
Ladla Bhi Ranga Shyam Ke Rang Hai,
Tu Akela Nahin Sanwara Sang Hai

तू अकेला नहीं सांवरा संग है - भजन हिन्दी में पढ़ें

ज़िंदगी में भरा एक नया रंग है, तू अकेला नहीं सांवरा संग है..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maiya Mori Mai Nahi Makhan Khayo

Maiya Mori Main Nahin Makhan Khayo । Bhor Bhayo Gaiyan Ke Paachhe, Madhuvan Mohin Pathayo ।

Banke Bihari Re Door Karo Dukh Mera

Banke Bihari Re Door Karo Dukh Mera, Door Karo Dukh Mera, Bihari Ji..

Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota

Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota, Tujhe Shyam Apna Banaya Na Hota ॥ Na Hoti Tamanna Hi, Tere Milan Ki,

Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki

Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki, Koi Mat Karo Re Maror

Madan Gopal Sharan Teri Aayo

Madan Gopal Sharan Teri Aayo, Charan Kamal Ki Seva Deejai, Chero Kari Raakho Ghar Jaayo, Madan Gopal Sharan Teri Aayon ॥

Lagan Tumse Laga Baithe Jo Hoga Dekha Jayega

Lagan Tumse Laga Baithe, Jo Hoga Dekha Jayega । Tumhen Apne Bana Baithe, Jo Hoga Dekha Jayega ॥

Main Toh Banke Ki Banki Ban Gayi

Main to Banke Ki Banki Ban Gayi, Aur Banka Ban Gaya Mera | Is Banke Ka Sab Kuchh Banka

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP