Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Veer Bali Hanuman Ye Hai Ram Bhakt Hanuman (वीर बलि हनुमान, ये हैं राम भक्त हनुमान: भजन)


Veer Bali Hanuman Ye Hai Ram Bhakt Hanuman
Veer Bali Hanuman,
Ye Hai Ram Bhakt Hanuman,
Sare Jag Main Phela Shaan,
Sare Bhakt Kare Gungan,
Thari Jay Ho,
Thari Jay Ho Pawan Sut,
Bajarangi Hanuman,
Balaji Teri Jay Ho,
Pawan Sut Maa Anjani Ke Lala ॥
Mehendipur Ke Balaji Ka,
Sare Jag main Naam Ji,
Bhoot Pret Hai Dur Bhagawe,
Aave Sabke Kaam Ji,
Sancho Hai Dhaam Thaaro,
Thaaro Hi Mhane Hai Sahaaro,
Balaji Mhane Thaaro,
Veer Bali Hanuman,
Ye Hai Ram Bhakt Hanuman ॥

Salasar Ke Balaji Ka,
Bada Hi Pyara Dham Hai,
Kaliyug Main Bhakta Ke Mukh Pe,
Tharo Ho To Naam Ji,
Jag Puje Thaane Saro,
Bigada Sab Kaaj The Sawaro,
Bhakta Ne Paar Utaro,
Veer Bali Hanuman,
Ye Hai Ram Bhakt Hanuman ॥

Lamberia Balaji Sare,
Devon Ke Sang Puja Rahe,
Kahe 'Ravi' Har Phariyadi Ki,
Sari Aasha Pura Rahe,
Jo Bhi Thaa Gun Gaave,
Jivan Main Sara Sukh Paave,
Vo Har Dam Moj Udawe,
Veer Bali Hanuman,
Ye Hai Ram Bhakt Hanuman ॥

Veer Bali Hanuman,
Ye Hai Ram Bhakt Hanuman,
Sare Jag Main Phela Shaan,
Sare Bhakt Kare Gungan,
Thari Jay Ho,
Thari Jay Ho Pawan Sut,
Bajarangi Hanuman,
Balaji Teri Jay Ho,
Pawan Sut Maa Anjani Ke Lala ॥

वीर बलि हनुमान, ये हैं राम भक्त हनुमान: भजन हिन्दी में पढ़ें

वीर बलि हनुमान, ये हैं राम भक्त हनुमान, सारे जग में फैली शान, सारे भक्त करें गुणगान, थारी जय हो, थारी जय हो पवन सुत, बजरंगी हनुमान, बालाजी तेरी जय हो, पवन सुत माँ अंजना के लाल ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP