Aisa Tera Bal Hai Bajrang Koi Jaan Na Paya Hai (ऐसा तेरा बल है बजरंग, कोई जान ना पाया है: भजन)


Asa Tera Bal Hai Bajarang,
Koi Jaan Na Paya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai ॥
Salasar Main Mahal Tumhara,
Mehendipur Main AKhada Hai,
Bhoot Pret Dustha Danav Ko,
Tumne Pal Main Pachada Hai,
Treta Se kaliyug Tak Tumsa,
Treta Se kaliyug Tak Tumsa,
Veer Nahi Ho Paya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai ॥

Sant Jano Ke Ho Hitakaari,
Aur Dushton Ke Kaal Ho Tum,
Ramachandr Ke Bhakt Siya Ke,
Sabase Pyaare Laal Ho Tum,
Ram Se Milane Ka Madhyam,
Ram Se Milane Ka Madhyam,
Kalayug Mein Tumhe Bataaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai ॥

Aisa Kaun Sa Kaam Hai Jo,
Bajarangi Na Kar Paoge,
Hamako Hai Vishvaas Ki Ek Din,
Ram Se Hamako Milaoge,
Ye Aasha Lekar ke ‘Sooraj’,
Ye Aasha Lekar ke ‘Sooraj’,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai ॥

Asa Tera Bal Hai Bajarang,
Koi Jaan Na Paya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai,
Ho Chahe Koi Kaam Asambhab,
Tune Pal Main Banaya Hai ॥
ऐसा तेरा बल है बजरंग, कोई जान ना पाया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऐसा तेरा बल है बजरंग, कोई जान ना पाया है, हो चाहे कोई काम असंभव, तूने पल में बनाया है, हो चाहे कोई काम असंभव, तूने पल में बनाया है ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mere Man Ke Andh Tamas Me Jyotirmayi Utaro

Mere Man Ke Andh Tamas Mein Jyotirmay Utaro । Jai Jai Maa, Jai Jai Maa

Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena

Meri Bhakti Ke Badle Bachan dena, Mujhe Jhunjhunu Me Agla Janam Dena ॥

Laali Laali Laal Chunariya

Laali Laali Laal Chunariya, Kese Na Maa Ko Bhaye, Ye Laal Chunariya Nari Ko, Tino Hi Rup Sajaye, Laali Laali Laal Chunariya, Kese Na Maa Ko Bhaye ॥

Aaj More Angna Padharo

Aao Maa Bhawani Aao, Aaj More Angna Padharo, Angna Padharo Mere, Angna Padharo, Aaj More Angna Padharo, Aaj Mere Angna Padharo ॥