Are Hat Ja Pujari Aage Se (अरे हट जा पुजारी आगे से: भजन)


Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Darshan Karwa De,
Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥
Roj Roj Mein Balaji Ke jati,
Haath Mein Jal Ka Lota Lati,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Ubat Nahvava De,
Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥

Roj Roj Mein Balaji Ke jati,
Haath Mein Chola Sindur Lati,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Chola Chadhwa De,
Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥

Roj Roj Mein Balaji Ke Jati,
Haath Mein Rod Churma Ki Lati,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Bhog Lagavade,
Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥
BhaktiBharat Lyrics

Roj Roj Mein Balaji Ke Jati,
Haath Mein Daya Baati Lati,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Jyot Jalwade,
Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De,
Are Hat Ja Pujari Aage Se,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥
अरे हट जा पुजारी आगे से: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अरे हट जा पुजारी आगे से, बालाजी के दर्शन करवा दे, पट खोल दे पुजारी मंदिर के, बालाजी के दर्शन करवा दे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥