Bada Natkhat Hai Re Krishn Kanhaiya (जन्माष्टमी भजन - बड़ा नटखट है रे, कृष्ण कन्हैया)


Movie : Amar Prem
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Rahul Dev Burman
Bada Natkhat Hai Re Krishan Kanhaiya
Ka Kare Yashoda Maiya Haan॥ Bada Natkhat Hai Re...॥

Dhoondhe Ri Ankhiyaan Use Chanhu Aur
Jaane Kahan Chhup Gaya Nandkishor॥ Dhoondhe Ri Ankhiyaan...॥
Ud Gaya Aise Jaise Puravaiya, Ka Kare Yashoda Maiya Haan
॥ Bada Natkhat Hai Re...॥

Mere Jeevan Ka Tu Ek Hi Sapna
Jo Koi Dekhe Tohe Samjhe Woh Apna॥ Mere Jeevan Ka...॥
Sabka Hai Pyara Bansi Bajaiya, Ka Kare Yashoda Maiya Haan
॥ Bada Natkhat Hai Re...॥

Aa Tohe Main Gale Se Laga Loon
Laage Na Kisi Ki Nazar, Man Mein Chhupa Loon॥ Aa Tohe Main Gale...॥
Dhoop Jagat Hai Re Mamta Hai Chhaiyaan, Ka Kare Yashoda Maiya Haan
॥ Bada Natkhat Hai Re...॥
जन्माष्टमी भजन - बड़ा नटखट है रे, कृष्ण कन्हैया - हिन्दी में पढ़ें
बड़ा नटखट है रे कृष्ण कन्हैया, का करे यशोदा मैय्या॥ बड़ा नटखट है रे...
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

Other Popular Bada Natkhat Hai Re Krishn Kanhaiya Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।