Bana De Bidagi Baat Mere Khatu Wale Shyam (बना दे बिगड़ी बात, मेरे खाटू वाले श्याम: भजन)


Bana Do Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam,
Tere Shiwa Mera Koi Nahi Hai,
Mere Lakhdatara,
Bana De Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam ॥
Tum Hi Na Sunoge,
To Meri Kaun Sunega,
Mere Kashton Ko Baba,
Ab Kaun Harega,
Tumhi Par Hai Vishwas,
Mere Khatu Wale Shyam,
Tere Shiwa Mera Koi Nahi Hai,
Mere Lakhdatara,
Bana De Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam ॥

Mujh Par Vipada Baba,
Aisi Aan Padi Hai,
Bhav Sagar Ke Bich Mein,
Meri Naav Khadi Hai,
Ab Kar Do Isako Paar,
Mere Khatu Wale Shyam,
Tere Shiwa Mera Koi Nahi Hai,
Mere Lakhdatara,
Bana De Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam ॥

Teri Chaukhat Se Baba,
Kahin Aur Na Jaun,
Jab Tak Rahegi Saans,
Main Tere Darshan Paun,
‘Mohit’ Ka Kar uddhaar,
Mere Khatu Wale Shyam,
Tere Shiwa Mera Koi Nahi Hai,
Mere Lakhdatara,
Bana De Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam ॥

Bana Do Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam,
Tere Shiwa Mera Koi Nahi Hai,
Mere Lakhdatara,
Bana De Bigadi Baat,
Mere Khatu Wale Shyam ॥
बना दे बिगड़ी बात, मेरे खाटू वाले श्याम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बना दे बिगड़ी बात, मेरे खाटू वाले श्याम, तेरे सिवा मेरा कोई नहीं है, मेरे लखदातार, बना दे बिगडी बात, मेरे खाटू वाले श्याम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le

Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le Nasiba Tere Jag Jayege, Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥

Bhajan: Bhari Unki Ankho Mein Hai Kitni Karuna

Bhari Unki Ankho Mein Hai, Kitani Karuna, Jakar Sudama Bhikari Se Poochho...

Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki

Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki, Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki, Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai...