Brahman Swarastra Mein Hon (ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी)


Nationwide prayer sung for nation since the vedic period. This vandana can also be called the vedic national anthem. Even today, this prayer is sung in various gurukuls and schools of India. Students from Aryan Janata Inter College, Paigu sung this prayers in the morning assembly.This is originally the Hindi version of the Yajurveda Sanskrit verse.

Brahman! Swarashtra Mein Hon,
Dwij Brahm Tejdhari ।
Kshatriy Maharathi Hon,
Aridal Vinashakari ॥

Hoven Dudharu Gauen,
Pashu Ashv Aashuvahi ।
Aadhar Rashtra Ki Hon,
Nari Subhag Sada Hi ॥

Balavan Sabhy Yoddha,
Yajaman Putra Hoven ।
Icchanusar Varshen,
Parjany Taap Dhoven ॥

Phal-Phool Se Ladi Hon,
Aushadh Amogh Sari ।
Hon Yog-Kshemakari,
Swadheenata Hamari ॥
ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी - हिन्दी में पढ़ें
ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी। आज भी यह प्रार्थना भारत के विभिन्न गुरुकुलों व स्कूल मे गाई जाती है। आर्य जनता इंटर कालेज, पैगू की यह प्रातः कालीन वंदना है।
Bhajan Vedic BhajanVed BhajanSchool BhajanCollage BhajanMatrabhomi BhajanDesh Bhakti BhajanPatriotic BhajanAryan Janata Inter College BhajanIndependence Day BhajanRepublic Day Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jai Jai Ganraj Manaun

Jai Jai Ganraj Manaun, Charanon Mein Shish Navaun, Jab Tak Saanse Hain Tan Mein, tera Hi Dhyan Lagaun,
Gajanand Ji Hamare Ghar Aao, Bulate Hai Chale Aao ॥

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa, Kirpa Karo Maharaj Gaganan, Maa Gaura ke Laala, Gajanan Kirpa, More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Gauri Ke Lala Ho Mere Ghar Aa Jana

Gauri Ke Lala Ho, Mere Ghar Aa Jana, Ghar Aangan Ki O Deva, Sobha Badha Jana, Gauri Ke Lala Ho,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Gajanan Aa Jao Ek Baar

Sabse Pahle Ho Teri Pooja, Phir Kaam Bane Baba Duja, Ho Teri Pooja Ho Har Baar, Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥