Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le (चित चरणों में बाबा के लगा ले: श्री हनुमान भजन)


Chit Charno Mein Baba Ke Laga Le Nasiba Tere Jag Jayege,
Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥
Katha Kirtan Hota Yahan Shri Ram Ka,
Darshan Hota Waha Veer Hanuman Ka,
Ram Naam Ki Tu Jyot Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege,
Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥

Dil Mein Wasa Le Mehendipur Wale Ko,
Ram Ji Ke Pyare Ko Anjani Dulare Ko,
Siya Ram Ji Ki Jai Jai Bula Le Nasiba Tere Jag Jayerge,
Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥

Ram Ji Ke Jis Ne Sare Kaaj Saware,
Bharat Jesa Bhai Inhen Ram Ji Pukare,
Apne Bigade Tu Kaam Bana Le Nasiba Tere Jag Jayege,
Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhakti Shakti Ke data Veer Hanuman Ki,
Bal Buddhi Ke Data Veer Hanuman Ji,
Shis Charanon Mein Inke Jhuka Le Nasiba Tere Jag Jayege,
Saye Apne Nasiba Jaga Le Nasiba Tere Jag Jayege ॥
चित चरणों में बाबा के लगा ले: श्री हनुमान भजन - हिन्दी में पढ़ें
चित चरणों में बाबा के लगा ले नसीब तेरे जाग जायेगे, सोये अपने नसीब जगा ले नसीब तेरे जाग जायेगे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chandan Hai Is Desh Ki Mati

Chandan Hai Is Desh Ki Mati, Tapobhoomi Har Gram Hai . Har Bala Devi Ki Pratima, Bachcha Bachcha Ram Hai

Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai

Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai, Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai, Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai, Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Bharat Hai Pehchan Meri

Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri, Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai, Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei, Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Vande Mataram - National Song

National Anthem - Jana Gana Mana

Hamara Pyara Hindudweep

Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Ab Utho Jago Hey Aaryavir! Uttaal Prachand Samarasindhu Samip, Hey Subhat-Vikat-Vikaral-Kal, Prakhar-Prabal-Shur-Shastrapani Mahip,
Vishvahrday Yah Bharat-Bhushit, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip ॥