Dekho Raja Bane Maharaj (देखो राजा बने महाराज - भजन)


Dekho Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥
Mangal Saaj Saje Ghar Ghar Mein,
Pooja Patra Liye Sab Kar Mein,
Chale Aarti Karan Ke Kaaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥

Daasi Daas Anand Manaave,
Kaushalya Aadi Maatu Sab Gaave,
Ved Vaani Padhe Muni Raaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥

Vastra Abhushan Tan Par Saaje,
Singhasan Par Ram Viraje,
Jade Hire Moti Sar Taaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥

Sant Mahant Kartar Bajwe,
Siyaram Ke Kushal Manaven,
Sang Bhikshu Yati Yogi Raaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥

Dekho Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane,
Dekhon Raja Bane Maharaj,
Aaj Ram Raja Bane ॥
देखो राजा बने महाराज - भजन - हिन्दी में पढ़ें
देखो राजा बने महाराज, आज राम राजा बने, देखों राजा बने महाराज, आज राम राजा बने ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Mandir Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai

Hara Hoon Baba Bas Tujhpe Bharosa Hai, Jeetunga Ek Din, Mera Dil Ye Kahata Hai, Mere Manjhi Ban Jao, Meri Naav Chala Jao..

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥