Ganpati Gajvadan Vinayak (गणपति गजवदन वीनायक: भजन)


Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji,
Aana Kaani Mat Na Kariyo,
Thari Kirpa Chava Ji,
Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji ॥
Mathe Mukut Niralo Thane,
Parvati Ka Laal Kahavo,
Ganpati Dund Dundala Hai,
Riddhi Siddhi Thaare Sang Mein Sohe,
Moose Ki Asvaari Hai ॥

Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji,
Aana Kaani Mat Na Kariyo,
Thari Kirpa Chava Ji,
Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji ॥

Ratan Bhavar Gadh Aap Virajo,
Dukhiyo Ka Duhkh Door Karo,
Jo Bhi Thaare Man Mein Dhyave,
Uski Ikchha Poorn Karo,
Mhaari Laaj Bhi Raakho Ganpati,
Thaane Manasu Dhyava Ji ॥

Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji,
Aana Kaani Mat Na Kariyo,
Thari Kirpa Chava Ji,
Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji ॥

Shubh Aur Labh Ke Dene Wale,
Sabki Naiya Khete Ho,
Mitramandal Thaari Sharan Mein Aayo,
Kyon Na Darshan Dete Ho,
Thaane Khush Karne Ki Khatir,
‘Raju’ Bhajan Sunave Ji ॥

Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji,
Aana Kaani Mat Na Kariyo,
Thari Kirpa Chava Ji,
Ganpati Gajvadan Vinayak,
Thane Pratham Manava Ji ॥
गणपति गजवदन वीनायक: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति गजवदन वीनायक, थाने प्रथम मनावा जी, आना कानी मत ना करीयो, थारी किरपा चावा जी, गणपति गजवदन विनायक, थाने प्रथम मनावा जी ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Mera Pyara.. Maa Ri Maa Mujhe Murat La De

Shankar Mera Pyara । Maa Ri Maa Mujhe Murat La De, Shiv Shankar Ki Murat La De..

Shankar Shiv Shambhu Sadhu Santan Sukhkari

Shankar Shiv Shambhu, Sadhu Santan Sukhkari , Nish Din Simaran Karte, Naam Punyakari ॥

Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Mein, Baba Teri Jata Mein, Bahati Hai Gang Dhara, Bhole Teri Jata Mein,
Kali Ghata Ke Andar, Jimi Damini Ujala, Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara ॥