Ghar Me Padharo Gajanan Ji (घर में पधारो गजानन जी - भजन)


Popular Shri Ganesh Bhajan sung at the time of house warming ceremony (Griha Pravesh). In which the first deity, the best Shri Ganesh ji is invoked.
Ghar Mein Padharo Gajananji,
Mere Ghar Mein Padharo
Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja,
Mere Ghar Mein Padharo॥
॥ Ghar Mein Padharo Gajananji...॥

Ram Ji Aana, Lakshman Ji Aana
Sang Mein Lana Sita Maiya,
Mere Ghar Mein Padharo॥
॥ Ghar Mein Padharo Gajananji...॥

Bramha Ji Aana, Vishnu Ji Aana
Bhole Shashankar Ji Ko Le Aana,
Mere Ghar Mein Padharo॥
॥ Ghar Mein Padharo Gajananji...॥

Lakshmee Ji Aana, Gauri Ji Aana
Sarasvatee Maiya Ko Le Aana,
Mere Ghar Mein Padharo॥
॥ Ghar Mein Padharo Gajananji...॥

Vighan Ko Haarana, Mangal Karana,
Karaj Shubh Kar Jana,
Mere Ghar Mein Padharo॥
॥ Ghar Mein Padharo Gajananji...॥
घर में पधारो गजानन जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
घर में पधारो गजाननजी, मेरे घर में पधारो, ग्रह प्रवेश के समय गाए जाने वाला पॉपुलर श्री गणेश भजन...
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi BhajanHouse Warming Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥