Hanumat Ke Gun Gate Chalo (हनुमत के गुण गाते चलो: भजन)


Hanumat Ke Gun Gaate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo,
Ram Main Aaye Jo Koi Dukhi,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥
Sari Duniya Ne Thukraya,
Dwar Pe Arji Lagaya,
Charo Aur Andhera Chaya,
Tab Maine Tujhko Bulaya,
Aasha Ke Deep Jalate Chalo,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥

Bhakton Ke Ho Tum Pratipaala,
Sankat Mochan Bala,
Gal Vaijanti Mala Sundar,
Laal Langote Vala,
Sare Jag Mein Hai Tera Hi Naam,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥

Charon Aur Hai Sirf Nirasa,
Keval Teri Hi Aasa,
Maine Jab Jab Tujhko Pukara,
Teri Saran Ki Sahara,
Dhyan Lagake Ratate Chalo,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥

Hanumat Ke Gun Gaate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo,
Ram Main Aaye Jo Koi Dukhi,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo,
Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥
हनुमत के गुण गाते चलो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हनुमत के गुण गाते चलो, प्रेम की श्रद्धा बहाते चलो, राह में आए जो कोई दुखी, किरपा सभी पे बहाते चलो, प्रेम की श्रद्धा बहाते चलो ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥