Hari Naam Dhan Bantiye (हरि नाम धन बांटिए - भजन)


Hari Naam Dhan Baantie,
Hari Naam Dhan Sinchiye,
Hari Naam Dhan Chaakhiye,
Hari Naam Dhan Leejie ॥
Sabse Uncha Naam Hari Ka,
Isase Uncha Aur Nahin,
Maaya Ko to Chor Laage,
Is Dhan Ko Chor Nahin,
Hari Naam Dhan Baantie,
Hari Naam Dhan Sinchiye,
Hari Naam Dhan Chaakhiye,
Hari Naam Dhan Leejie ॥

Shamon Subha Dhyaan Hari Ka,
Thaame Apni Dor Wahi,
Hari Prem Chakha Ho Jisne,
Bhaye Kuchh Bhi Aur Nahin,
Hari Naam Dhan Baantie,
Hari Naam Dhan Sinchiye,
Hari Naam Dhan Chaakhiye,
Hari Naam Dhan Leejie ॥

Hari Naam Dhan Aiso Dhan,
Jo Baante so Guna Badh Jaaye,
Jo Ritaane Tum Chalo,
Ye Dhan Reet Hi Na Paye,
Hari Naam Dhan Baantie,
Hari Naam Dhan Sinchiye,
Hari Naam Dhan Chaakhiye,
Hari Naam Dhan Leejie ॥
हरि नाम धन बांटिए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हरि नाम धन बांटिए, हरि नाम धन सिंचिये, हरि नाम धन चाखिये, हरि नाम धन लीजिए ॥
Bhajan Hari Naam BhajanShri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanGanga Maiya BhajanRam Sita BhajanSiya Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Aa Laut Ke Aaja Hanuman

Aa Laut Ke Aaja Hanuman, Tumhe Shri Ram Bulate Hain । Janaki Ke Base Tumame Pran, Tumhe Shri Ram Bulate Hain

Buti Le Aao Hanuman Pyare

Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana, Dubati Tere Ram Ki Naiya, Bala Tu Aake Par Lagana, Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Ye Shree Balaji Maharaj Hai Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai

Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai, Salasar Ke Mere Balaji, Mere Siyaram Ki Saan Hai, Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai ॥

Bajrangbali Hanuman Tera Jag Mein Danka Baj Raha

Bajarangi Hanuman, Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle, Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥