He Maa Mujhko Aisa Ghar De (हे माँ मुझको ऐसा घर दे - भजन)


Hey Maa Mujhako Aisa Ghar De, Jisame Tumhara Mandir Ho,
Jyot Jage Din Rain Tumhari, Tum Mandir Ke Andar Ho।
Hey Maa, Hey Maa, Hey Maa,
Jai Hai Maa, Jai Jai Maa।
Ek Kamara Jisame Tumhara Aasan Mata Saja Rahe,
Har Pal Har Chhin Bhakto Ka Wahan Aana Jana Laga Rahe।
Chote Bade Ka Maa Us Ghar Mein Ek Saman Hei Aadar Ho,
Jyot Jage Din Rain Tumhari, Tum Mandir Ke Andar Ho।
॥ Hey Maa Mujhako Aisa Ghar De...॥

Is Ghar Se Koi Bhi Khai Kabhi Sawari Jaye Na,
Chain Na Paoon Tab Tak Dati Jab Tak Chain Wo Paye Na।
Mujhako Do Waradan Daya Ka, Tum To Daya Ka Sagar Ho,
Jyot Jage Din Rain Tumhari, Tum Mandir Ke Andar Ho।

Hey Maa Mujhako Aisa Ghar De, Jisame Tumhara Mandir Ho,
Jyot Jage Din Rain Tumhari, Tum Mandir Ke Andar Ho।
Hey Maa, Hey Maa, Hey Maa,
Jai Hai Maa, Jai Jai Maa।
हे माँ मुझको ऐसा घर दे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे माँ मुझको ऐसा घर दे, जिसमे तुम्हारा मंदिर हो, ज्योत जगे दिन रैन तुम्हारी, तुम मंदिर के अन्दर हो।
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥