Hey Shiv Shankar Parm Manohar (हे शिव शंकर परम मनोहर - भजन)


Hey Shiv Shankar Param Manohar Sukh Barsane Wale,
Duhkh Taalte Bhav Se Tarte Shambhu Bhole Bhaale,
Shambhu Bhole Bhaale, Shambhu Bhole Bhaale
Hey Shiv Shankar Param Manohar Sukh Barsane Wale,
Lo Parnaam Hi Mangalkari Jagadishwar Tripurari,
Sancha Var Do Deen Jano Ko He Bhola Bhandari,
Aaj Tumhari Sharni Aaye Daata Mohe Bacha Le,
Duhkh Taalte Bhav Se Taarte Shambhu Bhole Bhaale,

Hey Shiv Shankar Param Manohar Sukh Barsane Wale,
Duhkh Taalte Bhav Se Taar Te Shambhu Bhole Bhaale,
Shambhu Bhole Bhaale, Shambhu Bhole Bhaale

Mrtyu Tere Charan Dabaye Vish Bhar Kanth Mein Khele,
Bhoot Aur Pret Nikat Nahin Aaye Shiv-shiv Jo Lele,
Uska Man Phir Kya Bharmaye Jisko Tu Hi Sambhale,
Duhkh Taalte Bhav Se Taar Te Shambhu Bhole Bhaale,

Hey Shiv Shankar Param Manohar Sukh Barsane Wale,
Duhkh Taalte Bhav Se Taar Te Shambhu Bhole Bhaale,
Shambhu Bhole Bhaale, Shambhu Bhole Bhaale

Hey Gyaneshwar Shakti-shali Arji Kare Sawali,
Hum Hai Phool Teri Bagiya Ke Tu Hai Baag Ka Mali,
Ujala Ik Karale Hum Ko Apni Sharan Laga Le,
Duhkh Taalte Bhav Se Taar Te Shambhu Bhole Bhaale,

Hey Shiv Shankar Param Manohar Sukh Barsane Wale,
Duhkh Taalte Bhav Se Taar Te Shambhu Bhole Bhaale,
Shambhu Bhole Bhaale, Shambhu Bhole Bhaale
हे शिव शंकर परम मनोहर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे शिव शंकर परम मनोहर सुख बरसाने वाले, दुःख टालते भव से तार ते शम्भू भोले भाले..
Bhajan Shiv BhajanMahadev BhajanKawadiya BhajanKanwar BhajanSavan BhajanShravan BhajanShiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanHari Om Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥