Jago Gauri Nandan Jago (जागो गौरी नंदन जागो: भजन)


Jago Gauri Nandan Jago,
Jago Gauri Nandan Jago,
Jag Ujiyara Phaila Tej Tihara,
Jago Gauri Nandan Jago ॥
Maa Girija Ne Tujhe Janm Diya Hai,
Shiv Bhole Ne Upadesh diya hai,
Prathame Tujhako Sab Hi Manaye,
Jago Gauri Nandan Jago,
Jag Ujiyara Phaila Tej Tihara,
Jago Gauri Nandan Jago ॥

Arab Kharab Ke Ho Varadata,
Riddhi Siddhi Navanidhi Ke Data,
Bhaktan Ke Bhandar Bharae,
Jago Gauri Nandan Jago,
Jag Ujiyara Phaila Tej Tihara,
Jago Gauri Nandan Jago ॥

Janam Janam Ke Daas Tihare,
Haath Jod Kar Khade Hai Dware,
Har Mushkil Mein Tum Hi Sahare,
Jago Gauri Nandan Jago,
Jag Ujiyara Phaila Tej Tihara,
Jago Gauri Nandan Jago ॥

Jago Gauri Nandan Jago,
Jago Gauri Nandan Jago,
Jag Ujiyara Phaila Tej Tihara,
Jago Gauri Nandan Jago ॥
जागो गौरी नंदन जागो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जागो गौरी नंदन जागो, जागो गौरी नँदन जागो, जग उजियारा फैला तेज तिहारा, जागो गौरी नँदन जागो ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Hey Nath Daya Karke Meri Bigdi Bana Dena

Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena, Ab Tak Jo Nibhaya Hai, Age Bhi Nibha Dena, Age Bhi Nibha Dena, Hey Nath Daya Karke, Meri Bigdi Bana Dena ॥

Shiv Tandav Stotram And Kon Hai Woh From Bahubali

Jata Kata Hans Bhramabhramanni Limp Nirjhari, Vilolavi Chivallari Virajaman Murdhani...

Itni Vinti Hai Tumse Hai Bhole Mere

Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Jaise Ab Tak Nibhai Hai Tumne Prabhu, Vaise Hi Aage Aur Nibha Lena Tum, Itni Vinti Hain Tumse Hey Bhole Mere, Tham Ke Hath Ab Na Chhuda Lena Tum, Itni Vinti Hai Tumse Hey Bhole Mere ॥