Jai Ho Teri Ganraj Gajanan (जय हों तेरी गणराज गजानन: भजन)


Jai Ho Teri Ganraj Gajanan ॥
Doha - Prathame Gaura Ji Ko Bandana,
Duetiye Adi Ganesh,
Tritiye Simar Maa Sarda,
Mere Kato Sakal Kalesh ॥

Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj,
Pratham Poojya Tum Dev Ho Deva,
Devo Ke Maharaj,
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj ॥

Sari Duniya Mein Tumasa,
Na Duja Koi,
Jo Bhi Asha Kare,
Puri Tumse Hue,
Mangalakarta Vighnaharaiya,
Puran Karate Kaj,
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj ॥

Mange Dar Se Tumhare,
To Sab Kuch Mile,
Sabka Aangan,
Khushi Se Hai Phule Phale,
Teeno Lok Ke Swaami Ho Tum,
Devo Ke Sartaj,
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj ॥

Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj,
Pratham Poojya Tum Dev Ho Deva,
Devo Ke Maharaj,
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan,
Jai Ho Teri Ganraj ॥
जय हों तेरी गणराज गजानन: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय हों तेरी गणराज गजानन, जय हो तेरी गणराज, प्रथम पूज्य तुम देव हो देवा, देवो के महाराज, जय हों तेरी गणराज गजानन, जय हो तेरी गणराज ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand...

Aaye Anjani Ratan Hum To Teri Sharan

Aaye Anjani Ratan Hum To Teri Sharan, Hare Chinta Hamari Hai Chinta Haran ॥

Bhakti Aur Shakti Ke Data Ram Charan Se Jinka Nata

Bhakti Aur Shakti Ke Data, Ramcharan Se Jinka Nata, Mhara Bajarangbali..

Ban Gaya Mandir Ram Ka

Pasa Palat Gaya Hai Dekho Aaj Ayodhya Dham ka, 500 Saal Ke Baad Bana Hai Dekho Mandir Ram ka,
500 Saal Ke Baad ॥

Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi

Tajmahal Ki Baat To Purani Ho Gayi, Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi ॥