Jhoom Utha Dil Dekho Nazara Us Salasar Dham Ka (झूम उठा दिल देख नजारा, उस सालासर धाम का - भजन)


Jhuma Utha Dil Main najara,
Us Salasar Dham Ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka ॥
Mandir Aalishan Hai,
Mandir Mein Hanuman Hai,
Sheesh Jhukakar Bhakt Sabhi,
Kahate Jay Shree Ram Hai,
Aa Gaye Aansu Dekh Ke Aisa,
Aa Gaye Aansu Dekh Ke Aisa,
Rishta Bhakt Bhagawan Ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka ॥

Mukh Se Jay Shree Ram Kaho,
Hanuman Khush Hote Hai,
Jay Jay Jay Hanuman Kaho,
Shree Ram Khush Hote Hai,
Hanuman Sa Bhakt Nahin Hai,
Hanuman Sa Bhakt Nahin Hai,
Kahana Ved Praan Ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka ॥

Duniya Wale Ram Ki,
Bhakti Main sab Jhumo Na,
Sacche Is Darwar Main,
Charanon Ko Tum Chumo na,
Aa Gaya Aansu Dekh Ke Asa,
Aa Gaya Aansu Dekh Ke Asa,
Rista Bhakt Bhagwan Ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka ॥

Jhuma Utha Dil Main najara,
Us Salasar Dham Ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka,
Jhanda Shree Ram Ka,
Danka Hanuman ka ॥
झूम उठा दिल देख नजारा, उस सालासर धाम का - भजन - हिन्दी में पढ़ें
झूम उठा दिल देख नजारा, उस सालासर धाम का, झंडा श्री राम का, डंका हनुमान का, झंडा श्री राम का, डंका हनुमान का ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mujhe Radhe Radhe Kahana Shikhade

Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De, Kanhaiyan Tera Kya Bigde, Vrindavan Jaoon Tere Gun Gaoon, Charnon Ki Dhooli Ko Mathe Se Lagaoon..

Hey Karuna Mayi Radhe Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Hai Karuna Mayi Radhen, Mujhe Bas Tera Sahara Hai, Apna Lo Mujhe Shyama

Mishri Se Mitho Naam

Mishri Se Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko, Radha Rani ko, Hamari Shyam Pyari Ko, Mishri Te Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko ॥

Mhari Pat Rakho Gopal Ek Bas Tharo Saharo Hai

Mhari Pat Rakho Gopal, Ek Bas Tharo Sahaaro Hai,Thodi Karlyo the Mhari Sambhal...