Jisko jivan Main Mila Satsang Hai (जिसको जीवन में मिला सत्संग है: भजन)


Jiske Jeevan Main Mila Satsang Hain,
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ।
Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain,
Use Hardam Anand Hi Anand Hai । - X2

Jiska Hari Se Juda Sambandh Hain,
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai । - X4

Soordas Meera Kabeera Ne Gaya,
Tulsi Nanak Ne Bhi Darshan Paya । - X2

Jiske Hriday Me Ram Naam Band Hai,
Jiske Hriday Me Ram Naam Band Hai,
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai । - X2

Jiske Jeevan Main Mila Satsang Hain,
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ।

Jiska Jeevan Sachchai Mein Dhal Gaya,
Uske Paapon Ka Parvat Bhi Dhaal Gaya,
Uske Rom Rom Me Bas Govind Hi Govind ।

Sant Aur Rishiyo Ki Vaani Ko Mano,
Tatwa Kya Hai Jagat Ka Ye Man Me Pahachano ।

Jiska Chaurasi Kat Jae Phand Hai
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ।

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain,
Use Hardam Anand Hi Anand Hai । - X2

Jise Swarg Jane Ki Ichchha Nahin Hai
Jise Mukti Pane Ki Ichchha Nahin Hai
Use Hi Milta Yahan Parmanand Hai
Use Har Ghadi Anand Hi Anand Hai ।

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain,
Use Hardam Anand Hi Anand Hai । - X2
जिसको जीवन में मिला सत्संग है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसके जीवन मैं मिला सत्संग हैं, उसे हर घड़ी आनंद ही आनंद है। जिसे जीवन मैं मिला सत्संग हैं...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanShri Krishna BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge