Kab Sudhi Loge Mere Ram (कब सुधि लोगे मेरे राम: भजन)


Kab Sudhi Loge Mere Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥
Nit Uth Bhor Ko,
Dagar Buharun,
Main To Raah Niharun,
Virah Ke Din Main,
Ro Ro Gujaarun Main To,
Tujhako Pukarun,
Loge Khabar Kab Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Thak Nain Bhi,
Maan Ko Niraasha Ab,
Hone Lagi Hai,
Der Karo Na Prabhu,
Dheeraj Bhi Ab,
Khone Lagi Hai,
Ab Ek Din Bhi Laage Saal,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Kab Sudhi Loge Mere Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥
कब सुधि लोगे मेरे राम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कब सुधि लोगे मेरे राम, मैं तो नैन बिछाई तेरी राह में, कब सुध लोगे मेरे राम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Nand Ke Anand Bhayo

Anand Umang Bhayo, Jay Ho Nand Lal Ki । Nand Ke Anand Bhayo, Jay Kanhiya Lal Ki

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..