Le Dadi Ko Naam Kaam Tero Ban Jasi (ले दादी को नाम, काम तेरो बण जासी: भजन)


Le Dadi Ko Naam,
Kaam Tero Ban Jasi,
Dadi Ne Sumar Ke Chaal,
Teri Aadi Aashi ॥
Dadi Ne Sumar Ko Jave,
Bike Kade Na Rodo Aave,
Bike Kaam Salatata Jave,
Sagla Rasta Khul Jaave,
Baat Sab Ban Jaasi,
Dadi Ne Sumar Ke Chaal,
Teri Aadi Aashi ॥

Chaahe Sanjh Ho Chaahe Savera,
Chaahe Raat Ka Ghor Andhera,
Gar Maat Charan Mein Dera,
Phir Jaahan Kaahan Ho Basera,
Phikar Sab Hat Jashi,
Dadi Ne Sumar Ke Chaal,
Teri Aadi Aashi ॥

Le Dadi Ko Naam,
Kaam Tero Ban Jasi,
Dadi Ne Sumar Ke Chaal,
Teri Aadi Aashi ॥
ले दादी को नाम, काम तेरो बण जासी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ले दादी को नाम, काम तेरो बण जासी, दादी ने सूमर के चाल, तेरे आड़ी आसी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Rani Ne Kripa Barsayi

Mata Rani Ne Kripa Barsayi, meri har gal Puri Hundi Ayi, mata Rani Ne Keetti Sunavayi

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai

Teri Chhaya Mein, Tere Charanon Mein, Magan Ho Baithoon, Tere Bhakto Mein ॥ Tere Darbaar Mein Maiya Khushi Milti Hai,

Meri Maa Ambe Durga Bhawani

Meri Maa Ambe Durga Bhawani, Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai, Tera Jalava Koi Koi Dekhe, Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥