Maa! Mujhe Teri Jarurat Hai (माँ! मुझे तेरी जरूरत है - भजन)


Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Kab Dalogi, Mere Ghar Phera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Koi Na Sahara, Besahara Ambe Raniai,
Jaunga Na Khali, Tere Dwar Se
Tun Hai Meri Mata Yah to, Sara Jag Janta Hai,
Beta Kah De, Tun Bhi Kabhi Pyar Se
Hai Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Mujhe Dati, Dukhon Ne Ghera
Mujhe Dati, Dukhon Ne Ghera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।

Tere Bina Maiya Ikk, Pal Bhi Na Gujre,
Bol Kaise, Zindagi Gujarun Main
Har Pal Yaad, Sataye Teri Ambike,
Har Pal Tujhko, Pukarun Main
Hai Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Kab Hoga, Sukhon Ka Savera
Kab Hoga, Sukhon Ka Savera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।

Koi Bhi Savali Tere, Dar Pe Jo Aaya,
Kabhi Khali Na, Lautaya Maharanie
Rakho Meri Laj, Kabhi Rahun Na Mohtaz,
Tera Yugon Tak, Raj Rahe Raniai
He Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Mere Dil Mein, Karo Basera
Mere Dil Mein, Karo Basera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।

Jhandewali Maiya Jo Bhi, Jhuka Tere Charanon Mein,
Jhande Jhule, Uske Asman Mein
Tera Jo Deewana Jag, Uska Deewana Mile,
Maa Use, Saare Hi Jahan Mein
Hai Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Main Chanchal, Baal Hun Tera
Main Chanchal, Baal Hun Tera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।

Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।
Kab Dalogi, Mere Ghar Phera
Tere Bin, Ji Nahin Lagta Mera,
Maa ! Mujhe Teri Jarurat Hai ।

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
माँ! मुझे तेरी जरूरत है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ ! मुझे तेरी जरूरत है। कब डालोगी, मेरे घर फेरा, तेरे बिन, जी नहीं लगता मेरा...
Bhajan Maa Jhandewali BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanMaa Ambe BhajanNavratri BhajanNarendra Chanchal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥