Main Bhola Parvat Ka (मैं भोला पर्वत का - शिव भजन)


Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki
Kise Raja Tai Byah Karwale
Meri Gail Ma Rai Pachhatavaigi
Teri Kaya Padajya Kali Rai
Tanai Yaad Mahal Ki Aavaigi

Mera Kambal Tak Ka Byont Nahin
Jade Ma Thar Thar Kambaigi
Main Aankh Tisri Aala Sun
Mere Chho Nai Kyunkar Sambhaigi

Hath Chhod De Nai Gauri
Meri Rahan Nai Gailya Ki
Main Zindgi Na De Sakta Tannai
Raje Chhelyan Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki

---

Tere Hath Ma Chhale Pad Jyange
Jad Bhang Meri Tu Ghotaigi
Mere Pyaar Ke Sar Ma Khokai Tu
Sab Hasde Hasde Otaigi

Mere Bhag Ma Likha Kalakoot Ka
Jahar Padaiga Pina Rai
Tu Dekh Dekh Kai Rovaigi
Yo Jina Bhi Ke Jina Rai

Parivar Nahin Mera
Yaari Bhoot Aur Baila Ki
Kyun Chhod Kai Aavai Sukh Chhori
Tu Rani Mahala Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki
-----

Gal Naag Rahavai Nirbhag Rahavai
Mere Chautharaphe Kai Aag Rahavai
Mera Guru Angira Rishi Hoya
Albele Tandav Raag Rahavai

Ek Damaru Sai Ek Lauta Sai
Ar Ek Yo Kundi Sota Sai
Tu Prit Lagavai Kadai Bata
Mera Bhaag Kasuta Khota Sai

Main Samajh Saku Saari
Pida Tere Naina Ki
Kyun Bhagi Banai Is Jivan Ma
Tu Kaali Raina Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki

Main Bhola Parvat Ka
Rai Tu Rani Mahala Ki
Teri Meri Paar Padai Na
Beshak Likhi Pahala Ki
मैं भोला पर्वत का - शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं भोला पर्वत का, रै तू राणी महला की, तेरी मेरी पार पड़ै ना, बेशक लिखी पहला की..
Bhajan Shiv BhajanGauri Shankar BhajanParvati BhajanMaa Parvati BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanHariyanvi BhajanNew Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Chalo Chaliye Maa Ke Dham Bulawa Aaya Hai

Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai, Aaya Khushiyon Ka Paigaam, Maiya Ne Bulaya Hai,
Bulawa Aaya Hai, Sandesa Aaya Hai, Aae Chitthi Sabke Naam, Maiya Ne Bulaya Hai, Chalo Chalie Maa Ke Dhaam, Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Navratri Ka Tyohar Aaya

Navratri Ka Tyohar Aaya, Vaishno Maiya Ne Humko Bulaya ॥

Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun

Main Pardesi Hun Pahli Bar Aaya Hun, Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun ।