Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re (मैं तो लाइ हु मोदक भर थाल रे : भजन)


Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re Swikar Karo Ganraj Ji,
Namo Namo Ganraj Ji Namo Namo Maharaj Ji ॥
Mathe Tilak Sindur Viraje Gal Motiyan Ka Haar Hai,
Sab Ke Sankat Harne Wale Mahima Teri Apar Hai,
Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re ॥

Tin Lok Ke Swami Ho Tum Tumhara Pawan Dham Hai,
Kahate Hai Maat Pita Ki Sewa Mein Hi Aatho Yaam hai,
Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re ॥

Laal Bhag Ke O Ganraja Devo Ke Sartaj Ho,
Tumhare Jaap Se Aaye Na Vada Purana Karte Kaaj Ho,
Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re ॥
BhaktiBharat Lyrics

Nirbal Ko Bal Nirdhan Ko Dhan Dene Wale Naath Ho,
Sir Pe Tera Haath Rahe Aor Har Pal Tera Saath Ho,
Main To Laai Hu Modak Bhar Thal Re ॥
मैं तो लाइ हु मोदक भर थाल रे : भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो लाइ हु मोदक भर थाल रे स्वीकार करो गणराज जी, नमो नमो गणराज जी नमो नमो महाराज जी ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥