Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main (मैं तो आई वृन्दावन धाम, किशोरी तेरे चरनन में - भजन)


Main to Aai Vrindavan Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ।
Kishori Tere Charanan Mein,
Shri Radhe Tere Charnan Mein ॥
Brij Vrindavan Ki Maharani,
Mukti Bhi Yahan Bharati Pani ।
Tere Chan Pade Charo Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ॥

Main to Aai Vrindavan Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ।
Kishori Tere Charanan Mein,
Shri Radhe Tere Charnan Mein ॥

Karo Kripa Ki Kor Shri Radhe,
Deen Jajan Ki or Shri Radhe ।
Meri Vinti Hai Aatho Yam,
Kishori Tere Charnan Mein ॥

Main to Aai Vrindavan Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ।
Kishori Tere Charanan Mein,
Shri Radhe Tere Charnan Mein ॥

Banke Thakur Ki Thakurani,
Vrindavan Jin Ki Rajdhani ।
Tere Charan Dabawat Shyam,
Kishori Tere Charnan Mein ॥

Main to Aai Vrindavan Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ।
Kishori Tere Charanan Mein,
Shri Radhe Tere Charnan Mein ॥

Mujhe Bano Lo Apni Dasi,
Chahat Nit Hi Mahal Khawasi ।
Mujhe Aur Na Jag Se Kaam,
Kishori Tere Charan Mein ॥

Main to Aai Vrindavan Dham,
Kishori Tere Charnan Mein ।
Kishori Tere Charanan Mein,
Shri Radhe Tere Charnan Mein ॥

Shri Radhe Shri Radhe,
Radhe Radhe Shri Radhe ।
Shri Radhe Shri Radhe,
Radhe Radhe Shri Radhe ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मैं तो आई वृन्दावन धाम, किशोरी तेरे चरनन में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं तो आई वृन्दावन धाम किशोरी तेरे चरनन में। किशोरी तेरे चरनन में, श्री राधे तेरे चरनन में॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Rani Bhajan

Other Popular Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main Video

Main Too Aai Vrindavan Dham By Shri Devkinandan Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Jholi Bharlo Bhakto Daulat Barse Bhole Ke Darbar

Jholi Bhar Lo Bhakto, Daulat Barase Bhole Ke Darabaar, Jholi Bhar Lyo Ji, Datari Ka Kya Kahana Hai,
Datari Ka Kya Kahana, Sarakaron Ki Sarakaar, Jholi Bhar Lyo Ji, Jholi Bhar Lo Bhakto, Daulat Barase Bhole Ke Darabaar, Jholi Bhar Lyo Ji ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Aaja Aaja O Ganraja

Sarvpratham Pujit Ho Baba, Tum Ho Jag Se Nirale। Sraddha Bhav Se Tumko Puje, Sada Yeh Duniya Wale। Kabhi Nahin Koi Lauta Tere Dar Se Yun Hi Khali, Bhar-Bhar Ke Dete Ho Sabko, Jo Aaye Banke Sawali॥

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।