Mere Sang Sang Chalti (मेरे संग संग चलती: भजन)


Sankat Mein Jhunjhan Wali Ki,
Sakalae Dekhi Hai,
Mere Sang Sang Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai,
Mere Sang Sang Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai ॥
Koi Raj Na Najar Aaye,
Jab Chaye Gam Ka Badal,
Sar Pe Mehsus Kiya Hai,
Maine Dadi Ka Aanchal,
Maa Ki Chunri Mere Sar Pe,
Maa Ki Chunri Mere Sar Pe,
Lehrai Dekhi Hai,
Mere Sang Sang Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai ॥

Ye Hai Taqadir Hamari,
Jo Teri Sharan Mili Hai,
Kismat Se Tu Hum Bhakto Ki,
Dadi Tu Kuldevi Hai,
Mere Sukh Dukh Ne Hardam,
Mere Sukh Dukh Ne Hardam,
Maa Aae Dekhi Hai,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai ॥

Tune To Diya Hai Dadi,
Mujhko Aukat Se Badkar,
‘Saurabh Madhukar’ Ki Tune,
Rakh Di Takdir Badal Kar,
Rakh Di Takdir Badal Kar,
Sachhae Dekhi Hai,
Mere Sanga Sanga Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai ॥

Sankat Mein Jhunjhan Wali Ki,
Sakalae Dekhi Hai,
Mere Sang Sang Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai,
Mere Sang Sang Chalti,
Dadi Ki Parchae Dekhi Hai ॥
मेरे संग संग चलती: भजन - हिन्दी में पढ़ें
संकट में झुँझन वाली की, सकलाई देखि है, मेरे संग संग चलती, दादी की परछाई देखि है, मेरे संग संग चलती, दादी की परछाई देखि हैं ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Mere Sang Sang Chalti Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Bhaja So Jeeta Jag Me

Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein, Ram Bhaja So Jeeta Re । Hrday Shuddh Nahi Kinhon Moorakh

Bhajan: Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar

Kumar Maine Dekhe, Sundar Sakhi Do Kumar Hathon Mein Phoolon Ka Dauna Bhi Sohe Sundar Gale Mein Sohe Haar

Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe

Shri Ram Bhajan Video: Ram Sita Aur Lakhan Van Ja Rahe, Haye Ayodhya Me Andhere Chha Rahe...

Kanhaiya Le Chal Parli Paar

Kanhaiya Le Chal Parli Paar, Saawariya Le Chal Parli Paar, Jaha Birajo Meri Radha Rani, Albeli Sarkar ॥

Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re, Bhajo Radhe Govinda, Bhaktan Ke Sukhdayi Re, Bhajo Radhe Govinda, Jab Maara Tab Tab Taara