Mere Soye Bhag Jga Bhi Do Shiv Damaru Wale (मेरे सोये भाग जगा भी दो - भजन)


Mere Soye Bhag Jaga Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
Meri Bigdi Baat Bana Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
Tumahe Ne Kailash Pati,
Lakho Ko Tara ।
Phir Kyon Na Aaya,
Tum Ko Dhyan Tumhara ।
Khushiyon Ke Phool Tumne,
Duniya Ko Bante ।
Jholi Mein Hamare Kya,
Ye Bhar Die Kante ।
Ab to Apne Din Palta Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।

Mere Soye Bhag Jaga Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
Meri Bigdi Baat Bana Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।

Teri to Jatao Mein Hai,
Ganga Ka Pani ।
Par Na Hamari Tumne,
Pyas Bujai ।
Ravan Ko Lanka Dedi,
Hey Mahadani ।
Apne Naseebo Mein Ye,
Duniya Purani ।
Kabhi Is Ka Bhi Chamka Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।

Mere Soye Bhag Jaga Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
Meri Bigdi Baat Bana Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।

Mehar Ka Khajana Tere,
Paas Hai Vidhyata ।
Us Mein Se Thoda Bahut,
Mujhko Bhi Do Data ।
Kab Se Rote Hai Hansa Do,
O Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।

Mere Soye Bhag Jaga Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
Meri Bigdi Baat Bana Bhi Do,
Shiv Damaru Wale,
Shankar Bhole Bhale ।
मेरे सोये भाग जगा भी दो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे सोये भाग जगा भी दो, शिव डमरू वाले, शंकर भोले भाले ।..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...