Meri Laaj Bacha Lo (मेरी लाज बचा लो: भजन)


Kanhaiya Aaja, Aaja Bansi Bajaiya
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Suna Humne Bigdi Banate Ho Shyam
Suna Humne Bigdi Banate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Sath Nibhate Ho Sada Tum Garibo Ka
Thaamte Ho Hath Sada Badnasibon Ka
Naav Hai Meri Sanware Bhanvar
Manjhi Na Koi Mera Humsafar
Ashk Bhi Hamare Kahte Hain Ye Hi Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam

Bhilani Ke Ber Bhi Aaye the Khane
Draupadi Ka Cheer Bhi Aaye the Badhane
Aisi Kya Kami Mere Pyaar Mein
Beete Zindagi Intzaar Mein
Dil Mein Ab Hamare Uthte Ye Hi Sawal
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam

Soi Hai Taqdeer Bhi Hansta Hai Zamana
Har Kadam Pe Ladakhadaye Tera Deewana
Kah Raha mohit Aa Jao Gopal
Mushkilon Mein Hai Aaj Tera Laal
Baat Meri Rakhne Aate Kyon Nahin Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam

Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Suna Humne Bigdi Banate Ho Shyam
Suna Humne Bigdi Banate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
Haare Ke Sathi Kahaate Ho Shyam
Meri Laaj Kyon Na Bachate Ho Shyam
मेरी लाज बचा लो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कन्हैया आजा, आजा बंसी बजैया, हारे के साथी कहाते हो श्याम, मेरी लाज क्यों ना बचते हो श्याम
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanHare Ke Sathi BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanAnjali Dwivedi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hari Naam Dhan Bantiye

Hari Naam Dhan Baantie, Hari Naam Dhan Sinchiye, Hari Naam Dhan Chaakhiye, Hari Naam Dhan Leejie ॥

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein

Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charano Mein, Kare Arji Meri Manjur Mere Shani Dev Ke Charano Mein, Prem Sada Bharpur Rahe Shani Dev Ke Charno Mein ॥

Kripa Karo Hey Shanidev

Kripa Karo Hey Shani dev, Kripa Karo Hey Shani dev, Majhadhar Mein Hai Naiyya, Majhadhar Mein Hai Naiyya Prabhu Paar Karo ॥