Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle (मेरी रसना से प्रभु तेरा नाम निकले - भजन)


Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥
Man Mandir Mein Jyot Jagaungi,
Prabhu Sada Main Tere Gun Gaungi,
Mere Rom Rom Se Tera Naam Nikle,
Mere Rom Rom Se Tera Naam Nikle,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle,
Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Niklen,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Mere Avgun Chitt Se Bhula Dena,
Meri Naiya Ko Paar Laga Dena,
Teri Pooja Mein Jeevan Tamam Nikle,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle,
Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Niklen,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Teri Mahima Ka Sada Gungaan Karoon,
Tere Vachnon Ka Nit Main Dhyan Dharoon,
Teri Bhakti Mein Subah Aur Shaam Nikle,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle,
Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Niklen,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle,
Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥
मेरी रसना से प्रभु तेरा नाम निकले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी रसना से प्रभु तेरा नाम निकले, हर घड़ी हर पल राम राम निकले ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Katha BhajanAyodhya Dham BhajanTripti Shakya Bhajan

Other Popular Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle Video

By Sarv Chaitanya Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..