Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hai (मोहन से दिल क्यूँ लगाया है - भजन)


Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Chhaliya Se Dil Kyun Lagaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥
Har Baat Nirali Hai Usaki,
Har Baat Mein Hai Ik Tedhapan,
Tedhe Par Dil Kyun Aaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hain,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥

Jitna Dil Ne Tujhe Yad Kiya,
Utna Jag Ne Badnam Kiya,
Badnami Ka Phal Kya Paya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hain,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥

Tere Pyar Ne Dil Ye Divana Kiya,
Mujhe Is Jag Se Baigana Kiya,
Mainne Kya Khoya Kya Paya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hain,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥

Milta Bhi Hai Vo Milta Bhi Nahin,
Najro Se Meri Hatata Bhi Nahin,
Yah Kaisa Jadu Chalaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hain,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥
Bhaktibharat Lyrics

Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane,
Chhaliya Se Dil Kyun Lagaya Hai,
Ye Main Jaanu Ya Vo Jaane ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मोहन से दिल क्यूँ लगाया है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोहन से दिल क्यूँ लगाया है, ये मैं जानू या वो जाने, छलिया से दिल क्यूँ लगाया है,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanMaithili Thakur Bhajan

Other Popular Mohan Se Dil Kyun Lagaya Hai Video

By Harsha Saxena

By Sadhvi Didi Satyapriya Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥