Nit Mahima Mai Gaun Maiya Teri (नित महिमा मै गाउँ मैया तेरी: भजन)


Nit Mahima Main Gaun Maiya Teri ॥
Aur Kya Mangu Main Tumse Mata,
Bas Dhool Charan Ki Chahoon,
Pal Pal Yaad Karoon Main Tumko,
Main Hire Ratan Na Chaahoon,
Ab Tak Tera Pyaar Mila Hai,
Maan Har Maang Mili Mere Man Ki,
Aage Bhi Tu Rakhna Daya Maan,
Tu Malik Hai Tribhuvan Ki,
Nit Mahima Main Gaun Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye,
Sada Jyot Jagaoon Maiya Teri,
Nit Mahima Main Gaun Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye ॥

Tera Naam Hi to Mera Maan Sahara Hai,
Siva Tere Maiya Kon Hamara Hai,
Tere Dwar Ki Mile Darabani,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye,
Nit Mahima Mai Gaun Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye ॥

Bas Pyaar Mile Humko Tumhara Maan,
Chhoote Sharma Se Na Tera Dwara Maan,
Tere Charanon Mein Beete Jindgani,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye,
Nit Mahima Mai Gaun Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye ॥

Sada Jyot Jagaoon Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye,
Nit Mahima Mai Gaun Maiya Teri,
Mujhe Na Kuch Aur Chahiye ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
नित महिमा मै गाउँ मैया तेरी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सदा ज्योत जगाऊँ मैया तेरी, मुझे ना कुछ और चाहिए, नित महिमा मै गाउँ मैया तेरी, मुझे ना कुछ और चाहिए ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai