Sabki Bharti Hai Maa Yahan Par Jholiya (सबकी भरती हैं माँ, यहाँ पर झोलियाँ - भजन)


Sabki Bharti Hai Maa,
Yahan Par Jholiya ॥
Chadke Pahadi,
Bhakto Ki Pyari,
Roj Aati hai Toliyan ॥

Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan ॥

Tu Hai Khusiyon Ke,
Var Dene Wali,
Maa Var Dene Wali,
Dayalu Mahakali,
Tu Sare Hi Jag Se Nirali,
Bade Dil Wali Maa,
Sukh Ki Dati Tu Nyari,
Maa Vardati Tu Pyari,
Teri Maya Tu Hi Jane,
Teri Shakti Ko Jag Mane,
Panchi Bole Dwar Se,
Bhakta Ki Boliye,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan ॥

Tu To Mati Ko,
Sona Hai Karti,
Sabhi Dukh Harti,
Tu Bhandar Bharti,
Tu Tare To Hai Naiya,
Maa Tarti,
Karuna Jab Karti,
Mamta Murat Tu Maiya,
Sacchi Murat Tu Maiya,
Jyoti Rupa Tu Maiya,
Pawan Swarupa Tu Maiya,
Tere Rango Main Khelenge,
Hum Sab Jholiyan,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan ॥

Chadke Pahadi,
Bhakto Ki Pyari,
Roj Aati hai Toliyan ॥

Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan,
Sabki Bharti Hai Maa,
Yan Par Jholiyan ॥
सबकी भरती हैं माँ, यहाँ पर झोलियाँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सबकी भरती हैं माँ, यहाँ पर झोलियाँ, सबकी भरती है, यहाँ पर झोलियाँ, सबकी भरती है मां, यहाँ पर झोलियाँ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mujhe Radhe Radhe Kahana Shikhade

Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De, Kanhaiyan Tera Kya Bigde, Vrindavan Jaoon Tere Gun Gaoon, Charnon Ki Dhooli Ko Mathe Se Lagaoon..

Hey Karuna Mayi Radhe Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Hai Karuna Mayi Radhen, Mujhe Bas Tera Sahara Hai, Apna Lo Mujhe Shyama

Mishri Se Mitho Naam

Mishri Se Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko, Radha Rani ko, Hamari Shyam Pyari Ko, Mishri Te Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko ॥

Mhari Pat Rakho Gopal Ek Bas Tharo Saharo Hai

Mhari Pat Rakho Gopal, Ek Bas Tharo Sahaaro Hai,Thodi Karlyo the Mhari Sambhal...