Sawan Ki Padi Phuhar (सावन की पड़ी फुहार - शिव भजन)


Sawan Ki Padi Fuhar,
Mere Yar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge,
Chal Baba Ke Dar Jayenge,
Kandhe Par Kanwar Layenge,
Shiv Shankar Se Daatar,
Chal Har Bam Bam Gaayenge,
Savan Ki Padi Fuhar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge ॥
Pahle tha Main Kangaal Ghana,
Bhole Ne Kara Kamaal Ghana,
Ib Kothi Bangla Kar,
Mere Yar,
Chal Chalkar Darshan Payenge,
Shiv Shankar Se Daatar,
Chal Har Bam Bam Gaenge ॥

Tu Sunle Ja Tu Kanvad Ka,
Suna Ghar tha Ho Gyalṛa Ka,
Ib Sukhi Hoya Parivar,
Mere Yar,
Bhole Ki Mahima Gaayenge,
Savan Ki Pade Fuhar,
Mere Yar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge ॥

Ek Bhai Mera Kunwara Tha,
Anapṛha Bhola Bechara Tha,
Bahu Aagi Bahut Hoshiyar,
Mere Yar,
Muh Manga Chalkar Payenge,
Savan Ki Pade Fuhar,
Mere Yar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge ॥

Ib Har Bata Ke Thaat Mere,
Ib Utharyase Dhorat Mere,
Vrit Kar Sola Somwar,
Mere Yar,
Yo Jeevan Safal Banaenge,
Savan Ki Pade Fuhar,
Mere Yar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge ॥

Bhakti Bharat Lyrics
Savan Ki Padi Fuhar,
Mere Yar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge,
Chal Baba Ke Dar Jayenge,
Kandhe Par Kanwar Layenge,
Shiv Shankar Se Daatar,
Chal Har Bam Bam Gaayenge,
Savan Ki Padi Fuhar,
Chal Bhole Ke Dar Jayenge ॥
सावन की पड़ी फुहार - शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भगवान शिव का सावन माह में गया जाने वाला सबसे प्रसिद्ध भजन के लिरिक्स भक्ति भारत आप तक सुलभ करा रहा है, सावन की पड़ी फुहार, मेरे यार, चल भोले के दर जायेंगे,
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanLakkha Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sawan Ki Padi Phuhar

Bhakti Bharat brings you the lyrics of the most famous hymn dedicated to Lord Shiva, sung during the month of Sawan: Sawan ki padi phuhar, mere yaar, chal Bhole ke dar jayenge

Tum Kalo Ke Kal Baba Mere Mahakal

Tum Kalo Ke Kal, Baba Mere Mahakal , Duniya Bhi Jane Tu Hai, Kalo Ka Kal, Kalo Ka Kal, Dare Tujhse Bhi Kal, O Mere Mahakal, Tum Kalo Ke Kal, Baba Mere Mahakal, Baba Mere Mahakal ॥

Damru Wajda Bhole Da

Saari Duniya, Sheeshe Navaave, Pi Ke, Bhang, Lor Mein Aave ll Pi Ke, Bhang, Lor Mein Aave, Naam Bhi, Goonjta, Bhole Ka, Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna, Ji, Damru Bajata Bhole Ka ll

Bhole Teri Leela Anokhi

Bhole Teri Leela Anokhi, Shankar Teri Leela Anokhi, Hai Gajab Ka Gola, Shiv Bum Bum Bum Bum Bhola,
Shiv Bam Bam Bam Bam Bhola ॥

Baba Mujhe Darshan De Mahakal

Baba Mujhe Darshan De Mahakal, Baba Mujhe Darshan De, Darshan De Mujhe Darshan De, Darshan De Mujhe Darshan De, Tera Pyara Hai Darwar, Aaja Mujhe Darshan De ॥