Tere Swagat Mein Maiya Ji Maine Palke Bichayi Hai (तेरे स्वागत में मैया जी, मैंने पलके बिछाई है: भजन)


Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai,
Maine Palke Bichayi Hai,
Maine Palke Bichayi Hai,
Chali Aao Meri Maiya,
Ghadi Subh Fir Se Aae Hai,
Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai ॥
Mili Thi Jo Khusi Mujhko,
Bichae Raaho Mein Teri,
Kadam Mere Ghar Mein Rakh Do Maa,
Sahi Jaye Na Ab Deri,
Meri Taqdir Mein Phir Se,
Tumhari Sewa Aae Hai,
Chali Aao Meri Maiya,
Ghadi Subh Fir Se Aae Hai,
Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai ॥

Tumhari Kirpa Se Maiya,
Abhi Tak Jo Bhi Paya Hai,
Mila Kar Pyar Usmain Maiya,
Bhog Tera Banaya Hai,
Jara Bisram Kar Lena,
Teri Choki Sajae Hai,
Chali Aao Meri Maiya,
Ghadi Subh Fir Se Aae Hai,
Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai ॥

Saja Kar Rakh Lunga Maiya,
Nisani Tere Charnon Ki,
Daras Se Tere Maiya Ji,
Mitegi Pyas Janmo Ki,
‘Jayant’ Aur ‘Mantri’ Ne Maiya,
Aas Kab Se Lagae Hai,
Chali Aao Meri Maiya,
Ghadi Subh Fir Se Aae Hai,
Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai ॥

Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai,
Maine Palke Bichayi Hai,
Maine Palke Bichayi Hai,
Chali Aao Meri Maiya,
Ghadi Subh Fir Se Aae Hai,
Tere Swagat Mein Maiya Ji,
Maine Palke Bichayi Hai ॥
तेरे स्वागत में मैया जी, मैंने पलके बिछाई है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे स्वागत में मैया जी, मैंने पलके बिछाई है, मैंने पलके बिछाई है मैंने पलके बिछाई है, चली आओ मेरी मैया, घड़ी शुभ फिर से आई है, तेरे स्वागत में मईया जी, मैंने पलके बिछाई है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge