Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka (तूने अजब रचा भगवान खिलौना माटी का - भजन)


Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka,
Mati Ka Re, Mati Ka,
Mati Ka Re, Mati Ka,
Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka ।
Kaan Die Hari Bhajan Sunan Ko,
Ho Kaan Die Hari Bhajan Sunan Ko,
Tu Mukh Se Kar Gungan,
Khilona Mati Ka ।
Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka ।

Jeebha Di Hari Bhajan Karan Ko,
Ho Jeebha Di Hari Bhajan Karan Ko,
Di Aankhe Kar Pahachan,
Khilona Mati Ka ।
Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka ।

Sheesh Diya Guru Charan Jhukan Ko,
Ho Sheesh Diya Guru Charan Jhukan Ko,
Aur Hath Die Kar Daan,
Khilona Mati Ka ।
Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka ।

Satya Naam Ka Bana Ka Beda,
Ho Satya Naam Ka Bana Ka Beda,
Aur Utare Bhav Se Paar,
Khilona Mati Ka ।
Tune Ajab Racha Bhagwan Khilona Mati Ka ।
तूने अजब रचा भगवान खिलौना माटी का - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने, वही ये सृष्टि चला रहे है, जो पेड़ हमने लगाया पहले...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya BhajanTripti Shaqya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..